Jan 8, 2010

Kaho to hath utha ke

Kaho to hath utha ke











tumhein rabb se mang loon
aghar chaho to
tumhein cha’h loon
tumhari masoom nazron ka
sadqa utar loon


Kaho to
hath utha ke
tumhein rabb se mang loon
aghar chaho to
tumhein cha’h loon
tumhari masoom nazron ka
sadqa utar loon
kaho to ye sare
chanda soraj aur tare
tumhari jholi mein bhar doon
bas tumhein pa loon
tumhein cha’h loon
aur pyar kar loon
kaho to
tumhari masomiyat ke waste
mar jaon
pyar amar kar doon
bas tumhein pa loon
kaho to
haan agar kaho to...
Kaho to
hath utha ke
tumhein rabb se mang loon
aghar chaho to
tumhein cha’h loon
tumhari masoom nazron ka
sadqa utar loon
kaho to ye sare
chanda soraj aur tare
tumhari jholi mein bhar doon
bas tumhein pa loon
tumhein cha’h loon
aur pyar kar loon
kaho to
tumhari masomiyat ke waste
mar jaon
pyar amar kar doon
bas tumhein pa loon
kaho to
haan agar kaho to...



"2 Ajnabi  dOst"
     ME & yoU
 

No comments: