jub bEti Chokhat pe A jaye
Or izat kA BayoPar Karay,
jub Baap ki Izat Kho Jaye
Jub Quam ki Ghairat So jaye,
Jub Bhai ko Tanay Miltay Ho
jub behno Ke Dil jalty Ho,
Jub Maaon Ki Nazren Jhuk jayen
jub Sans labon Pr Ruk Jaye,
Jub Sharam O haya Ka Ameza
Jab 1 Kanwari Doshiza,
Jub Besharmi ko Apna Lay
Jub Khud Ko Zillat Ma Dhalay,
Jub Ghair Ke Seenay Lag Jaye
Or Apna Ap Ganwa Aye,
To Esi Halat ko Logo Tum
Aaj Muhabat Kehte Ho. . .????
Think Ittttt plZZZ...!!!!!
"2 Ajnabi dost"
JiNNU RidEr
FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Jul 13, 2010
Mere Naam Ki TaRha rEhtA
Ye mEri Zeest Ki Sab sE Barri "tamana" Thi . . .!!!
Tu Mere PAas mEre "Naam" Ki Tarah Rehta...!!!
"2 Ajnabi dost"
AloNE bUt hApPy
Tu Mere PAas mEre "Naam" Ki Tarah Rehta...!!!
"2 Ajnabi dost"
AloNE bUt hApPy
Capt Ali Ahmed Shaeed's
Read This . . . . /
"kia Zaruri Tha K main Fauj Mein Aata . . .
Meri Umer K Bohut Se Larke Universites
And Collages Main Parh Rahe Hongy,
Or MAin 22 Saal Ki Umer Main Aglay
kuch Dino Mein Apne seenay Per
Goli Kha K is dUniya Door hojaon ga
Kis K Liye. . . . ???
Un Logo K liye Jo Ghaazio Or Shaheedo
Ki Bajaye Singers ki Bajye Singers ko
Ahmiyat dety Hain. . . . ./
Jo Ya Tak Sun Nahi Sakty k
hum ne Moutko Kahan Jaa Kr Dekha
Srif Is Liye Ke In Logo Ke Aisho - Aram
Pr Koi Harf na Aaye . . . /
Line From "Capt Ali Ahmed Shaeed's" Diary
Let Not Jst Read & Forward.
TimE For Realization. . . . . /
"2 Ajnabi dost"
ALone BUt HaPpy
Aa jAtA Hai Milnay
Aa jAtA Hai Milnay Wo Tassavvur Main Saray ShAam,
Ik Shaks Ki itni Si Inayat Bhi Bohat Hai. . . . /
"2 Ajnabi dost"
ALone But HaPpY
Ik Shaks Ki itni Si Inayat Bhi Bohat Hai. . . . /
"2 Ajnabi dost"
ALone But HaPpY
Subscribe to:
Posts (Atom)