FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Oct 24, 2009
Najaney Kiyoon Mera Kajal
Najaney Kiyoon Mera Kajal
Jab Bhi Dalo Ankhon Main
Ab Akser Phail Jata Hai
Main Roi To Nahin Hoon......
Tum To Jantey Ho In Dino
Bohat Hi Thand Hoti Hai
Tab Hi Hai Surkh Meri Naak
Main Roi To Nahin Hoon......
Kaha To Hai Yunhi Buss
bheega Hai Aanchal Ka Kona
Choro Tum Fiker Mat Karo
Main Roi To Nahin Hoon......
Nahin, Udaas Kab Hoon Main
Ziyada Kaam Kay Baais
Thakawat Ho Hi Jati Hai
Main Roi To Nahin Hoon......
Eid Aai Hai, Woh Ab Bhi
Nahin Aata To Na Aaye
Ab Us Ki Yaad Main Dekho
Main Roi To Nahin Hoon.....
Bata Dena Us Ko Ja Ker
Koi Khush-Fehmi Na Palley
Waisey Hi Surkh Hain Ankhain
Main Roi To Nahin Hoon....
Jab Bhi Dalo Ankhon Main
Ab Akser Phail Jata Hai
Main Roi To Nahin Hoon......
Tum To Jantey Ho In Dino
Bohat Hi Thand Hoti Hai
Tab Hi Hai Surkh Meri Naak
Main Roi To Nahin Hoon......
Kaha To Hai Yunhi Buss
bheega Hai Aanchal Ka Kona
Choro Tum Fiker Mat Karo
Main Roi To Nahin Hoon......
Nahin, Udaas Kab Hoon Main
Ziyada Kaam Kay Baais
Thakawat Ho Hi Jati Hai
Main Roi To Nahin Hoon......
Eid Aai Hai, Woh Ab Bhi
Nahin Aata To Na Aaye
Ab Us Ki Yaad Main Dekho
Main Roi To Nahin Hoon.....
Bata Dena Us Ko Ja Ker
Koi Khush-Fehmi Na Palley
Waisey Hi Surkh Hain Ankhain
Main Roi To Nahin Hoon....
"2 Ajnabi dost"
03132174713
sari raat ki jagi ankhen
sari raat ki jagi ankhen
college mein kya parhti hon ge
likhti hon ge khat kagaz par
mera zikar hi karti hon ge
doston se ye kehti hon ge
aaj bohat wo yaad ayey hain
agar wo hotey to kehti un se
likhna parhna aur ye sab kuch
kuch bhi nahen acha lagta
tum jo mere pass nahen ho
aa jao bas aa jao tum!!!!!
******************************************
aik version ye bhi hai.....
sari raat ki jagi ankhain
college mein kia parhti hon gi?
khul na jay kahin raz-e-dil
har waqt is se darti hon gi
jany kesy,kidher se aay ga
un ke khabon ka shehzada
chupkay chupkay jis ke baray wo sochti hon gi
ansoun ke sath jane kia un main chupa hai
jis ke khony ka dar se hamesha he wo hansti hon g i
wassi jab se dekhi hain sharmeeli si wo aankhain main ne
tab se ye soch raha hon wo ankhain kis ko doondhti hon gi !

Zindgi Mai Mujh Se Milne Wo Kabhi Aya Na Tha,
Zindgi Mai Mujh Se Milne Wo Kabhi Aya Na Tha,
Aj Keo Meri Qabar Pe Ro Raha Tha Bewafa,
Ankh Ous Ki Ab khuli hAy Jab Ya Duniya Chordi,
Itne Din Se Wo Kahan Tha Kiya So Raha Tha Bewafa,
Ous Ne Mujh Ko Ghum diye Aur Ghum Ne MEri JaN Li,
Khud Ko Qatil Mann'ta Hay Isliya Tou Aj Wo Ansoon Se Jurm Apne Dhu RAha Tha Bewafa,
Zindgi Mai Mujh Se Milne Wo Kabhi Aya Na Tha,
Aj Keo Meri Qabar Pe Ro Raha Tha Bewafa,
Ankh Ous Ki Ab khuli hAy Jab Ya Duniya Chordi,
Itne Din Se Wo Kahan Tha Kiya So Raha Tha Bewafa
Meri Sansein Zindagi Aur Mout K Thi Darmiyan,
Meri Halat Dekha Kar sab Ne Kaha Mar JAye Gaa Ro Pare Dushman Mgr Khush Ho Raha Tha Bewafa,
Zindgi Mai Mujh Se Milne Wo Kabhi Aya Na Tha,
Aj Keo Meri Qabar Pe Ro Raha Tha Bewafa,
Ankh Ous Ki Ab khuli hAy Jab Ya Duniya Chordi,
Itne Din Se Wo Kahan Tha Kiya So Raha Tha Bewafa,
Dair Thori Se Lagi Par Rang Lai Hay Wafa,
Bad Marne K zafar Oun Ki Inayat Hay Bari Char 4 Kull Mere Liya Parh Tou Raha Tha Bewafa,

Unka intezaar hamesha se tha is raahe guzar par.
Unka intezaar hamesha se tha is raahe guzar par.........
bas farak itna hai ki aaj raah wahi hai aur hum us par se guzar chuke hain.!!!!
ek umeed is dil mein thi ki woh kabhi to is raah par milenge
pata chal ki woh humein dekhkar apni raah hi badal chuke hain....
bas farak itna hai ki aaj raah wahi hai aur hum us par se guzar chuke hain.!!!!
ek umeed is dil mein thi ki woh kabhi to is raah par milenge
pata chal ki woh humein dekhkar apni raah hi badal chuke hain....
"2 Ajnabi dost"
03132174713
kaha us ne ke shaakhon se,
kaha us ne ke shaakhon se,
judaa phoolon ko karne kii
hawaaon ki jo saazish hai ,
use achchi nahi lagti
faqat ik pal ko jii chaaha
use itna to keh doon aaj
mohabbat
phool ki in pattiyon se barrh ke
naazuk thi
jise qadmon tale is ne
kabhi ka rond daala hai
judaa phoolon ko karne kii
hawaaon ki jo saazish hai ,
use achchi nahi lagti
faqat ik pal ko jii chaaha
use itna to keh doon aaj
mohabbat
phool ki in pattiyon se barrh ke
naazuk thi
jise qadmon tale is ne
kabhi ka rond daala hai
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Haath ki lakeroun main
Haath ki lakeroun main
kia talaash karte ho
in fazoul batoun main
kis liye ulajhte ho
jisko milna hota hai
bin lakeer daikhay bhe
zindagi ki rahoun main
saath saath chalta hai
pher kahan bicharta hai
jo nahi muqaddar main
kab hamain wo milta hai
sab samjhtay ho tum
sab jo jaante ho tum
pher janaa'n
haath ki lakeroun main
kia talaash karte ho......?
kia talaash karte ho
in fazoul batoun main
kis liye ulajhte ho
jisko milna hota hai
bin lakeer daikhay bhe
zindagi ki rahoun main
saath saath chalta hai
pher kahan bicharta hai
jo nahi muqaddar main
kab hamain wo milta hai
sab samjhtay ho tum
sab jo jaante ho tum
pher janaa'n
haath ki lakeroun main
kia talaash karte ho......?
"2 Ajnabi dost"
Ek Larki!!
Ek Larki!!
iss basti main ik larki thi
jo qarya qarya phirti thi
aur khud ko pagal kehti thi
wo raat ko suraj ki pooja
aur din main taray gintee thi
uss pagal ki thi chaah alag
uss pagli ki thi raah alag
wo phool banati kaghaz k
aur uss ki khushbu soongti thi
sab uss ko pagal kehtay thay
wo nadaan kahan samajhti thi
har khushi samay
wo koyi koyi
royi royi
veraan veraan
par karab k lamho main wo hansti rehti thi
janay kiss ki aas main nadaan
sodaayi se rehti thi
wo hosh, khirid say begaani
uss ki dunya thi mastaani
uss dewaani k saray gham
janay kion main?
dill k raastay rooh main utaar kar
zehan ki halchal
qalam ki nok say
lafz k roop main
koray kaghaz pe wo sab kuch
ghazal ki surat
nazam k jaisay
shaam dhalay main likta tha
aur rooh ko gaayel karta tha
ik din
ay dill
hum , tum sath main baresh aur tanhayi bhi
har su phaili basti main veraani bhi
khabar huwi k !!!!!!!!
wo nadaa
wo pagal dewaani larhki
jo dard ki daldal main gardin tak doobi thi
aaj achanak pat jarh k iss zard sepehar
shajar say zard pattay k jaisay alagh huwi
aur
neechay khaak pe aa giri hai
wo pagli wo boli larki
jo khud ko pagal kehti thi
aur qarya qarya phirti thi!!!!!!!!!!

Ek Khidki gali ki khuli raat bhar
Ek Khidki gali ki khuli raat bhar
Muntazir jane kis ki rahi raat bhar
Hum jalate rahe apne dil ke diye
Terji qatal hoti rahi raat bhar
Meri Ankhon ko karke ata ratjage
Meri tanhayi soti rahi raat bhar
Ek khusboo daraazon se chanti hui
Dastakein jaise deti rahi raat bhar
Dil ke andar koi jaise chalta raha
Chaap khadmon ki aati rahi raat bhar
Ek tahreer jo is ke haathon kit hi
Baat who mujh se karti rahi raat bhar
Ek surat Ali thi jo jaane ghazal
Mere shairon mein dhalti rahi raat bhar
Muntazir jane kis ki rahi raat bhar
Hum jalate rahe apne dil ke diye
Terji qatal hoti rahi raat bhar
Meri Ankhon ko karke ata ratjage
Meri tanhayi soti rahi raat bhar
Ek khusboo daraazon se chanti hui
Dastakein jaise deti rahi raat bhar
Dil ke andar koi jaise chalta raha
Chaap khadmon ki aati rahi raat bhar
Ek tahreer jo is ke haathon kit hi
Baat who mujh se karti rahi raat bhar
Ek surat Ali thi jo jaane ghazal
Mere shairon mein dhalti rahi raat bhar
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Subscribe to:
Posts (Atom)