FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Jan 12, 2010
Chehre pe meri zulf ko bikhrao kisi din
Chehre pe meri zulf ko bikhrao kisi din
Kya roz garajte ho baras jao kisi din
Raazon ki tarah utro mere dil mein kis shab
Dastak pe mere hath ki khul jao kisi din
Pedon ki tarah husn ki barish mein naha loon
Baadal ki tarah jhum ke ghir aap kiis din
Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
Phoonlon ki tarah mujh per bikhar jao kisi din
Guzrein jo merie gahr se to ruk jayein sitare
Is tarah meri raat ko mehkao kisi din
"2 Ajnabi dost"
i HaTe GiRlx
Tum Khafa Kyun Ho?
Tum Khafa Kyun Ho. . . . . . . . ?
Tum Khafa Kyun Ho?
Tumhein Mujhse Gila Kya Hai?
Achanak Be-rukhi Itni?
Batao Toh HUa Kya Hai,
Manaon Kis Tarah Tumko?
Mujhe Itna Toh Bata Do,
Agar Ab Ho Sakay Tumse,
Toh Yeh Ehsaan Kardo,
Meri Manzil Hai Muhabbat,
Mujhe Manzil Pe Poncha Do,
Tumhari Aankh Mein Ansu,
Mujhe Achay Nahi Lagtay,
Tumharay Naram Honton Pe,
Gilay Acchay nahi Lagtay,
Tumharay Muskuranay Se,
Mera Dil Bhi MUskurata Hai,
Tumharay Ruth Janay Se,
Mera Dil Toot Jata Hai.....!!!!
"2 Ajnabi dost"
i HatE GiRlz
Tum Khafa Kyun Ho?
Tumhein Mujhse Gila Kya Hai?
Achanak Be-rukhi Itni?
Batao Toh HUa Kya Hai,
Manaon Kis Tarah Tumko?
Mujhe Itna Toh Bata Do,
Agar Ab Ho Sakay Tumse,
Toh Yeh Ehsaan Kardo,
Meri Manzil Hai Muhabbat,
Mujhe Manzil Pe Poncha Do,
Tumhari Aankh Mein Ansu,
Mujhe Achay Nahi Lagtay,
Tumharay Naram Honton Pe,
Gilay Acchay nahi Lagtay,
Tumharay Muskuranay Se,
Mera Dil Bhi MUskurata Hai,
Tumharay Ruth Janay Se,
Mera Dil Toot Jata Hai.....!!!!
"2 Ajnabi dost"
i HatE GiRlz
FrOm mY GurIYA
FrOm mY GurIYA. . . . . . . /
FrOm mY GurIYA...
hamesa apko chaha hai khud se jyada
apke sath hi juda hai mere dil ka rishta
sapno me bhi dekhti hun apka hi khwab
hum dono chale ja rahe hain bahut dur pakad ke hatho me hath
hasti hu khil khilake apke sath
jab chhed jate ho ap mere sath
ap mujhe baho me bharke lelete hain samandar ki leharo me
bhig jate hain dono khel khel me
suhana sham ka mausam hota he
samandar ka pani lal rang me rang jata hai
kitni tammanna hai apke sath
par sapna to sapna hota hai
hamesha toot jata hai
main soch me pad jati hu
kyn toot jata hai sapna
kyn toot jata hai rishta
jinko hum itna pyar karte hain
wohi kyn paraye ho jate hain
fir se so jati hu
fir se kho jati hu apki baho me
par dil me bharosa hai
ap bhi tarsenge mere liye apne khwabo me
kayamat aa jayegi jab mera sapna sachi me rang layega...
"2 Ajnabi dost"
GurIyA KiLLeR
If I could catch a rainbow
If I could catch a rainbow
I would do it just for you
And share with you its beauty
On the days you're feeling blue.
If I could build a mountain
You could call your very own;
A place to find serenity,
A place to be alone.
If I could take your troubles
I would toss them in the sea,
But all these things I'm finding
Are impossible for me.
I cannot build a mountain
Or catch a rainbow fair,
But let me be what I know best,
A friend who's always there.
"2 Ajnabi dost"
JiNNU KiLLERTu pyar ka saagar, mamta ki moorat hai
Tu pyar ka saagar, mamta ki moorat hai
Tu pyar ka saagar, mamta ki moorat hai
Teri aankhon mein masoomiyat bhari
Tu dharti pe khuda ki surat hai
Tujh bin duniya hai kitni adhoori
Har aansoo ko chupa ke, apne
Tune jise chalna sikhaya
Tod ke tune apne sapney
Uski aankhon ka har sapna sajaya
Yeh nasamjhi nahi hai, badtamiji hai uski
Jo usne tere pyar ko na samjha
Jahan leni thi usse izazat teri
Wahan khud ki marzi ka raub dikhaya
Phir bhi uski har bhool ko tune
Apne pyar ke aanchal me samaya
Uski badsalooki ko baccha hai, keh ke
Duniya ke saamne usse chadaya
Maa yeh teri kismat nahi teri galti hai
Jo tune uss se umeed lagayi
Zindgi ka uska har faisla galat hai
Ye janke bhi tune uski har galti chupayi
Sirf isi liye taki pitaji na mare usse
Sirf isi liye ki tu na dekh sakti thi kabhi usse rote
Par soch Maa, in sabke badle kya mila tujhe
Aaj tu ro rahi hai, kaun hai jo tujhe chup kara de
Maa, yeh kudrat bhi ajeeb cheez bana gaya
Nau maah ki pida se leke ab tak imtihan leta gaya
Har kadam pe usse milti gayi safalta
Par phir bhi woh khuda usse rulata gaya
Isse zyada kya bura hona tha uske saath
Ki jisko usne duniya ki har takleef se bachaya,
Wo nasamajh hi apni MAA ko rula gaya
Jab hum roye, tujhe pukara Maa
Dard mein bhi tera naam liya
Tere bina har kaam adhoora hai Maa
Phir bhi kyun tujhe itna apmaan kiya
Kehte hain, aap jisse sabse zyada pyar karo
Ussi ko hi aap dukh-takleef dete ho
Nahi manti main is baat ko
Kyunki jisse aap sache dil se pyar karo
Usse kya aap kabhi dukhi dekh sakte hoo...
"2 Ajnabi dost"
i HaTE GiRLz
Main Dukhi Nahi Tha,
Main Dukhi Nahi Tha,
Main Dukhi Nahi Tha,
Us Waqt Jab Ek Toofan Meri Jindgi Ko
Or Mere Ashiyane Ko Ek Hi Pal Me Mita Gaya
Or Main Koi Shikwa Bhi Na Kar Saka Or Na Hi Shikayat,
Main Dukhi Nahi Tha,
Us Waqt Jab Sab Log Puchte The Mujhe
Ki Main Sab Ke Saath Hote Huye Bhi Kahan Hun,
Main Dukhi Nahi Tha,
Us Waqt Bhi Jab Aksar Main Jor Se Hansjaya Karta Tha
Apne ansuon ko chupane ke liye
Or Meri Ankhon Main Chupe Huye Ansu
Mere Rokne Par Bhi Meri Palkon Par Nahi Ruk Paate The,
Main Dukhi Nahi Tha,
Us Waqt Bhi Jab Main sona chahata Tha
Or Main So Nahi Paata Tha,
Main Us Waqt Bhi Dukhi Nahi Tha,
Jab Tumhara Ek Sapna Mujhe Raaton Ko Bechain Kar Jata Tha,
Main Dukhi Nahi Tha,
Jabki Main Janta Tha Ki Meri Har Khushi Tum Thi
Meri Har Chahat Tum Thi Or Tum Hi Meri Nahi Thi.
Main Dukhi Nahi Tha,
Us Waqt Bhi Jab Main Apne Hathon Ki Rekha Main Tumhai Pata Tha
Or Chahakar Bhi Unhai Mita Nahi Paata Tha,
Main Dukhi Kabhi Nahi Tha Kabhi Bhi Nahi.
Us waqt bhi nahi jab main hasna chahata tha ,
khush rahana chahata tha
or main aesa nahi kar paata tha...
"2 Ajnabi dost"
i HaTE GiRlz
Subscribe to:
Posts (Atom)