FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Oct 13, 2009
Kal humesha ki tarhaan
Kal humesha ki tarhaan os ne kaha yeh phone per
Main buhat masroof hoon mujh ko buhat se kaam hein
Is Liey tum aao miLney' Main tao aasakti nahi
hur riwaayut toor ker is baar main ne keh diya
tum ju ho masroof tao main bhi buhat masroof hoon
Tum ju ho mush'hoor tao main bhi buhat maarof hoon
Tum thukun se choor tao main bhi thukun se choor hoon
Jaan-e-mun hai waqt mera bhi buhat hi qeemti
kuch puraney doston ne milney aana hai abhi
main bhi ub farigh nahi mujh ko laakhoon kaam hien
wurna kehne ko tao sub Lumhey tumahre naam hien
meri ankhien bhi buhat bhojuL hien soona hai mujeh
rutjaghaoon k baad ub neendon mein khoona hai mujeh
Main Laho0o apni anaao0on ka baha sakta nahi
Tum na Aaein tao miLney main bhi aasakta nahi
os ko yeh keh ker Wasi' Main ne rasivur rukh diya
aur phir apni Anna k paoon pe sir rukh diya .
"2 Ajnabi dost"
03132174713
mUjhe aAj bHi yAad hEi vO
mUjhe aAj bHi
yAad hEi vO
Din
jAb tUm Class
mEin bEnch pr zArd Lal sUit
pEhne bEthi tHi...
Or mEin sIrf tUmhe
dEkh rHa tHa
ChUpke ChuPke Se bAar BaAr...
mUjhe yE bHi mAlloom
Nhi rHa kI Apna Hindi ka tEacher
mUjhe hI dekh rHa hEi
Achanak
Se mUjhe kUchh lAfz
sUnai dIye
"Rkr Kya Dekh Rahe Ho"
Or mEin
tUmse nAzrein hAtaye bAger
sIrf ITNA hI kEh Paya
"Apni JANNAT dEkh Rha hOon
Ush JANNAT kA nOor
dEkh rHa hOOn"
yE sUn kR Class mEin kHamoshi Chha gAyi...
Or tUmne
Nazrein jHuka kE
sImat kR
Chehre pR halki sE mUskaan lIye
Apna kHoobsurat
CHEHRA DUppte mEin
Chhipa Liya...
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Gali se ek ladki guzra karti thi
Small love story
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par naqab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shayad woh use dilo jaan se chahata tha
Woh use baar baar kehta
"Muh se naqaab hata do apna chaand sa mukhda dekha do".
Par ladki ne muh se naqaab na hataya Ladke ko apna chehra na
dikhaya.
Kayi din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan si rehne lagi
Kisi tarah poochte poochte woh uske ghar pohochi.
Padosiyon ne kaha " Mohtarma, aap ko aane main thodi der ho gaye us
deewane ke to saat roz pehle hi maut ho gaye".
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ki qabr tak pohochaya,
Ladki zor zor se rone lagi aSmall love story

Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se qabr ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aayi....
"Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj
humare chehre par hai
"2 Ajnabi DosT"

Suno meri kitaab-e-dil ko
Suno
meri kitaab-e-dil ko
tum tartiib dete' waqt
bas ye kaam kar lena
ke is'ki har ibaarat maiN
jahaaN aansuu nazar aa'eiN
wahaaN Ik laf'z "jugnuu" ko
saliiqe' se sajaa dena
aor "aansuu" ko hataa dena
agar hoN tazkare' is maiN
wafaa ya be'wafaaii ke
inheiN tum mitaa dena
ke in be'kaar qissoN ko
paziiraaii nahiiN milti
magar jab marhala aaye
isse' mansoob karne' ka
to phir zeh'n maiN rakhna
mere' jazboN ki suurat ka hawaala teri suurat hai
meri tariik raahoN ka ujaala teri suurat hai
mujhe' mayuus mat karna
mere' she'roN ki ye dunya
kisi bhi aor se mansoob mat karna
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Subscribe to:
Posts (Atom)