Jan 8, 2010

Kabhi Kabhi in habs bhari raton main

Jab

Sab Awazain so jatee hain

Aadhee neend ki ghayal madhoshi main

Ek Khwab anokha jaagta hai.....!

May daikhta hoon

Gard ki is chadar say udhar

Jo merey us kay beech tani hai

WOH bhi tanha jaag raha hai!!!

No comments: