May 24, 2011

kaisa khwab dekha hai.


meri nigah ne ye kaisa khwab dekha hai...
zammen pe chlta hua mahtab dekha haii




kab ki dafnaa chuki maiN apni har tammanaa ko
kya mil jata yahan har taraf to bas ruswaaii hai





kya karun shikwa kisi se jab taqdeer hi aisii hai
ab to yeh hai jaan liya,yeh hi teri khudaaii hai





hain pade raahoN mai ham soch kar ai jaane jaaN
kitni pyaari hai saba tujh ko jo chuu kar aaii ha







"2 Ajnabi dost"