May 29, 2010

"Meri Jaan Kasi hoo?

"Meri Jaan Kasi hoo?

Kion Tumhari khaber nahi ati?

Koi Email nahi mili mujh ko?

SMS koi nahi aya?"

Haal Dil ka to kia sunati main

Rooz o shab ki tasveer kia dikhati main

Uss ko kia batati main

Kaisi Be Dhiyani main ajkal rehti hoon

Tere firaaq Ka sadma kiss tarah sehti hoon

Paaon main kaheen rakhon

aur kaheen ja perhty hain

Mukhatib ho koi mujhe se

aur kisi ko jawab deti hoon

Koi pen mujh se ager mangy

uss ko laa ker kitaab deti hoon

Phir bhi uss ne jab pucha

"Meri Jaan kasi hoo"

rusmi sa ik jumla zubaan se phisla

"Khariat se hoon bilkul

Tum sunao kase hoo?"


"2 Ajnabi dost"
MiSSing U GurIyA 

Zindagi

Zindagi


Ek Hasti Hui Pareshani Hai

Haye, Kyn Zindagi Hamari Hai


"2 Ajnabi dost"
WantEd LaRkA 

Bahar E Husan.


Wo Ayene Main Dekh Rahe The Bahar E Husan.

Aya Mera Khyal To Sharma K Reh Gye,


"2 Ajnabi dost" 
 bLaCk LiStEd 

Sachi app to boht bure hain


dedicate To GuRiYAa

jab Main Gher sey nikal raha tha
chalte chalte
merey seeney sey hat'tey pal
Dheerey sey ik sarghoshi main

Usney Kaha Tha....

Dekhain,
Cahahey kuch bhi hojaye
Rooz mujhe RING kijiyega

Phir jb uskey Haath or nazrain meri TiE per thi

Kehney Lagi....

Aap nahi hotey hain to bilkul Akeeli hojatin hon Chorr nahi saktey Yeh BUSINESS!

Aap mujhe Q tarrpatey hain

Acha dekhain yon kertay hain
Aik din khat aur aik din Phone....

Mainey Osko Boosa de ker

Usey Kaha Tha

Ab Key Chahey Kuch hojaye..
Khat likhounga Phone karounga

Haaye! Lekin Khud sar'fitrat
aur kuch aur karobaar ke jhanjhat

Na to usko phone kya tha
aur  Na hi koi Messege naa hi Card

Ab jo gher ko laut raha Hon
sooch raha hon

tanhayi k Yeh do Haftey
Usper Sadiyon jese Hongey

Lekin yeh bhi janta hey dil
usko Be'hadd shikwey honge

tarrpi hogi
Chupp ker takiye mai  raaton ko rooyi hogi

Khafa khafa si

Lekin....!

Gher main dakhil hokar
main uskey maathay per ik Boosa Dounga

un Hoonto per Hoont rakhounga
Aur kahonga....

Yar mujhey Tum Yaad Aayi Thi
Lamhey lamhe mai so baar..

Bus itna hi kehna Hoga....
Aur woh pagli apna sab kuch sonp kar Mujhko Mere seene se lag jayegi phir jab uska haath or nazrain Dono mere seene k baalon per hongey (woh seene jo un Ashkon se bheega Hoga)

sargoshshi mai mujhse kahegi

Aap bhaley ab kuch b karlain hargiz ab na janey Dongi

Sachi app to boht bure hain

bhot bure Hain........

"2 Ajnabi dosT"
03132174713

Tum Kahty Ho

Tum Kahty Ho

Main Tumahra Jeewaan Hoon

Tumhari Baat Bajja Hai

Lakin Sajna

Itna Bata Doo

Tumhare Jeewan Main

Main Kahan Hoon??


"2 Ajnabi dost"
WantEd LArkA

Saya Bhi Saath

Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai

Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Rona Chahoon To, Rona Chahoon To
Aansoon Na Aayein, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Jo Aise Chod Ke Mehboob Jaaye
To Jeene Se Na Kyoon Dil Oobh Jaaye
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Paya Humne Ye Bin Tere
Ranj Ki Raahein Aur Gam Ke Andhere
Ranj Ki Raahein Aur Gam Ke Andhere
Woh Bhi To Humse, Woh Bhi To Humse
Kho Gayee Hai, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Yaad Aate Hain, Beetey Zamaane
Jab Tum Aaye The Humko Manaane
Jab Tum Aaye The Humko Manaane
Abh To Dil Roothey, Abh To Dil Roothey
Dard Manaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Rona Chahoon To, Rona Chahoon To
Aansoon Na Aayein, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai
Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai


"2 Ajnabi dost"
 bLaCk LiStEd 

aik raat

SALAM TO ALL,


with hope to be apreciated by all of you i am posting my own poem written by myself
i like my this poem more than my rest of poetry


aik raat
men
sukoon ki talaash men
dheeray dheeray
haolay haolay
apni yaadon men khoya
ik weeraanay men jaa pohncha
men ne suna tha weeraanay men
bohat khamoosi hoti hey
duniya se baaghi loogon ko
waheen sukoon bas milta hey
kiyon k
na koi kisi se milta hey
men ne soocha baith k ab
tanhaai se khailon ga
apnay dil k saaray dukh sukh
khud apnay aap se keh don ga
magar
mujhay mehsoos huwa
k us weeraanay men
meray siwa koi aor bhi tha
poocha us se kon hey tu
us ne kaha moot hun men
mera sukoon bas jaata raha
meray khayaal
meri roh men
ik bhonchaal sa aanay laga
meray paaon talay jaisay
zameen thi hi nahin
bhaanp k meri wehshat ko
mujh se huwi mukhaatib yun
haan moot hun men
per matt ghabra
tujh se abhi door hun men
teri tarah is weeraanay mein
men bhi sukoon ki talaash men hon
samait k apna bikhra sheraaza
bhool gaya men wehshat ko
pooch liya phir men ne bhi
tujhay sukoon ki talaash hey kiyon?
teray bhi koi dukh hen kiya?
loogon k to soo dukh hen
kisi se nafrat kertay hen wo
kisi se piyaar wo kertay hen
miltay aor bichartay hen wo
nafrat ki piyaasi duniya men
kiyonk jeetay mertay hen wo
teray bhi koi dukh hen kiya?
na tu kisi se bicharti hey
na tujh se koi bicharta hey
tujhay to aik hi kaam hey bas
teray liye hayaat aaaaam hey bas
teray bhi koi dukh hen kiya?
booli kitna paagal hey tu
chooti sooch k maaalik hey tu
phir bhi
kitna khushqismat hey tu
logoon se milta aor bicharta hey tu
kisi se nafrat
kisi se piyaar bhi kerta hey tu
jaagta hey aor soota hey tu
hansta bhi hey roota bhi hey
maana teray dukh bhi hon gay
lakin tujh ko moot to hey
mera safar to lamba hey
meray bhi ab dukh sun lay
is se mushkil kaam
is dunya men kiya hoona hey?
sab ko sula ker
aakhir men mujh ko soona hey
sab kehtay hen zaalim hon men
sab ki khushiyon ki qaatil hon men
is dunya k saaaray logo
matt soocho k zaalim hon men
jab meri wajah se
koi kisi se bicharta hey
tumhein pata hey?
mera dil bhi dukhta hey
lakin men
kis ko apna gham sunaaon?
sab hi mujh se khaaaaif hen
is dunya se chalay jaatay hen jab
loog sukoon paatay hen tab
magar
azal ta abad mujh ko to jeena hey
jaaney kitnay hi logoon ka khoon peena hey
tu ab apnay ghar ko ja
weeraanon men sukoon kahan
tera sukoon to mujh men hey
ik din jab men aaaon gi
phir tera sukoon bhi laaon gi
tujhay sukoon men day doon gi
magar khud sukoon ki
TALAAAAAAAAAAAAAAAAA AAAASH men hon


"2 Ajnabi DOst"
Missing U GurIyA

Pyar May Esa Bhi Hota Hai Kiya. . . . ?



Mery Diye Howay Tohfay Ko
Yaar Nay is Tarha Kuchal Dala . . . .  ./

"2 Ajnabi dost" 
GurIyA KiLLEr