Sep 5, 2010

BirthdAy JiNNU

hAPpy BirthdAy JiNNU
"2 Ajnabi dost"
wAntEd LArkA

Eid Ka Din Bhi Bus Ye

Eid Ka Din Bhi Bus Ye

Sochte Guzarta Hai

Hamare Waaste Ye Eid Bhi

Pichli Eid Si Kyun Hai




"2 Ajnabi dost'
Romantic   Boy

Eid Ka Din

–==Eid Ka Din–== 

Is Eid Per Wo Mere Saath nahi
Magar Wo Uski Yadain Us Ki Batain
Sab Mujhe Yaad Hai 


Us ne Mujhe Yaad Kia Hoga
Phir Mere Khialon Mein Khooye Huey
Tasawar Ke Kisi Lamhe Mein 
Dheeray Se Kaha Hoga

~~~EiD MuBaRaK~~~!



"2 Ajnabi dost"
Romantic KiLLEr

It is Eid today

It is Eid today! It is Eid today!
I can see the tiny new moon
Up there, in the heavenly sky,
Surrounded by beautiful twinkling stars!
Heralding the happy coming of Eid,
It is Eid today!
Thank you, Almighty Allah!
For giving us so much happiness,
For the moon and the stars
And everything we have,
The glad tidings of the season
That reminds us of your Greatness,
The acts of purification we undergo
To show you our loyalty,
The prayers we say
To seek from you Blessings
On this occasion of Eid,
Which brings so much joy.
It is Eid Today!



"2 Ajnabi dost"
wAntEd LArkA

Iss Eid Par Phir SAth Hain

Iss Eid Par Phir SAth Hain Meray
Pardais, Tanhai Aur Bas Teri YAdain GurIyA



  "2 Ajnabi dost"
rOmAntic KiLLEr

kisay kahen EID MUBARAK

Zamane ka dastoor hai
magar ye to batao GurIyA

Hum kisay milen

kisay kahen EID MUBARAK. . . . /



  "2 Ajnabi dost"
rOmAntic KiLLEr

Dekha Hillal-e-eid

Dekha Hillal-e-eid to aya tera khayal!
Woh Asmaan ka Chand Hai Tu mera Chand hai!




  "2 Ajnabi Dost"
rOmAntic KiLLEr

Osay Eid Mubbarak

Masoom Say Armaanon Ki Masoom C Duniya!
Jo Kar Gaya Barbad Osay Eid Mubbarak!



  "2 Ajnabi dost"
rOmAntiC KiLLEr

Kitni Eidein Guzar Gaein

Kitni Eidein Guzar Gaein Tum Bin GurIyA

Ab Khuda k Liye Na Tarpana

Dekhoooo.. . . . ../

Phir Eid Anay Wali Hay
Eid k Sath Tum Bhi Ajana. . . . /

Ham bhi Eid karein

Tum Aao to Ham bhi Eid karein

Hasrat Hai Tumhari Deed Karein 


Tum Aao to ham bhi Eid karein


Kuch Dair to Dil ko Chain Miley


Kuch roz to Man ka Phool Khiley


Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai


Ham log bhi Kuch taaeid karein


Tum Aao to Ham bhi Eid karein


Tum se yeh Aik Guzaarish hai


yeh Apney Dil ki Khaaish hai


Ik Baar milo , Ik Baar Milo


Har Baar yahi Taakeed karein


Tum Aao to ham bhi Eid Karein


Mana ke Ham Deewaney hain


Sab Baatoo"n Se Anjaaney hain


Jab Apney hi Baigaaney hain


Kya Ghairoo"n Se Umeed karein


Tum Aao to ham bhi eid karein


Tum aao to Ham bhi Eid karein





   "2 Ajnabi dost"
rOmAntiC KiLLEr

EID AEI HAI

NA JANAY KYON MERA KAJAL
JAB BHI DAALO AAKHON MAIN AAB
AKSAR PHAIL JATA HAI
MEIN ROI TO NAHI HOON

TUM TO JANTAY HO IN DINO
BUHAT HI THAND HOTI HAI
TAB HI HAI SURKH MERI NAAK
MEIN ROI TO NAHI HOON

KAHA TO HAI KAY YUN HI BUS
BHEEGA HAI AANCHAL KA KONA
CHHORO TUM FIKAR MAT KARO
MEIN ROI TO NAHI HOON

NAHI, UDAAS KAB HOON MEIN
ZIYADA KAM KARNAY SAY
THAKAWAT HO HI JATI HAI
MEIN ROI TO NAHI HOON

EID AEI HAI, WOH AAB BHI
NAHI AATA TO NA AYE
AB US KI YAAD MEIN DEKHO
MEIN ROI TO NAHI HOON

BATA DAYNA US KO JA KAR
KOI KHUSH-FEHMI NA PAALAY
WAISAY HI SURKH HAIN AANKHAIN
MEIN ROI TO NAHI HOON !!!!




"2 Ajnabi dost"
wAntEd  LArkA