Nov 11, 2009

Nekiyan

                        ایک شخص کہیں سے گزر رہا تھا
 
  اس نے ایک بورڈ میں پڑھا 
 
جس پر لکھا  تھا

لا الہ الا اللہ محمد رسول اللہ
 
 
 
وہ شخص تھوڑا آگے بڑھا
تو اس نے ایک اور بورڈ دیکھا
جس پر لکھا تھا

سبحان الله وبحمده  سبحان الله العظيم
 وہ شخص پڑھ کر
 مزید آگے بڑھ گیا
تو دیکھا
وہاں ایک اور بورڈ پر لکھا تھا
استغفراللہ
لا الہ الا انت سبحانک انی کنت من الظالمین
 وہ شخص تھا کون ؟؟؟؟؟
وہ شخص آپ ہی تھے
میرے محترم
 بھائیو ، بہنو
کیا آپ جانتے ہیں
کہ  
آپ ابھی اسی کرسی پر بیٹھے بیٹھے اپنے میزان میں
نیک اعمال کا پلڑا کتنا بھاری کر چکے ہیں ؟؟
آپ  نے بیٹھے بیٹھے نا صرف
اپنے میزان میں نیک اعمال کا اضافہ کیا ہے
 میرے بھی میزان میں اضافہ کر دیا
کیسے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
  فرض کیجیئے
آپ نے اپنی  زبان سے اپنے رب کی تسبیح ،تحمید واستغفار  کر کے
۱۰۰۰
نیکیاں حاصل کیں
اور آپ کے ۱۰۰۰ حاصل کرنے پر مجھے بھی ۱۰۰۰ مزید مل گئیں
 
اور اگر آپ نے یہی میسج آگے  ۵ کو مزید فاورڈ 
کردیا
 تو ان کے ۵۰۰۰ بھی آپ کے اعمال میں جمع ہوگئے
ان کی نیکیوں میں کمی کیے بغیر
اور مجھے بیٹھے بیٹھے ۶۰۰۰ نیکیاں مزید  مل گئیں
 
کیونکہ
 پیارے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان ہے
جس نے نیک عمل کی طرف بلایا اس کے لیے  عمل کرنے والے کے برابر اجر ہے ان کے عمل میں کمی کے بغیر
اور کیا خیال ہے
؟؟؟
 اگر ہم اپنے سگنیچر میں ہی کچھ ایسا رکھ لیں جو ہمارے میزان پر ہمارے کام آئے؟؟
مثلا
    
 
 
بھائیو ، 

کس چیز کا انتظار ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
۱۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰
 
لا محدود
 
 نیکیاں آپ کی منتظر ہیں
اور آپ کا رب آپ کو نصیحت کر رہا ہے
فَاسْتَبِقُواْ الْخَيْرَاتِ
"""'2Ajnabi DosT




December ab kay aao tou


December ab kay aao tou
Tum uss shehr e tamanna ki khabar laana
Ke jiss mein jugno'on ki kehkashaain jhilmilaati hein
Jahan titlee kay rangoun sey fazaain muskuraati hein
Wahan chaaroun taraf khushboo wafa ki hai
Aur uss ko jo bhi pouroun sey
Nazar sey chhoo gaya pal bhar
Mehek uthhaa
December ab kay aao tou
Tum uss shehr e tamanna ki khabar laana
Jahan per rait kay zarrey sitaarey hein
Gul-o-bulbul, maah-o-anjum wafa kay istiaarey hein
Jahan dil woh samander hai , jiss kay kaee kinaarey hein
Jahan qismat ki daivee muthhiyoun mein jagmagaati hai
Jahan dhakan ki lay per bey-khudi nahmein sunaati hai
December ham sey na poocho hamaarey sheher ki baabat
Yahan aankhon mein guzrey kaarwaan ki gard thhehri hai
Laboun per al-atsh hain, batan mein faaqey pinaptey hein
Muhabbat barff jaisee hai yahaan
Aur dhoop kay khaitoun mein ugti hai
Yahan jab subah aati hai
Tou shab kay saarey sapney
Raakh kay aik dhair ki soorat mein dhaltey hein
Yahan jazboun ki tooti kirchiyaan aankhoun mein chupbhti hain
Yahan dil kay lahoo mein
Apni lakoun koo daboo ker ham
Sunehray khwaab buntey hein
Phir unn khwaaboun mein jeetay hein
Inhi khwaaboun pey martey hein
Dareedah rooh koo lafzoun sey seena goo nahin mumkin
Magar phir bhi
December ab kay aao tou
Tum uss shehr e tamanna ki khabar laana..!!!



"2 Ajnabi dost"
  YOU & ME

Phool Pe Aa K Jo bethi Toh


Phool Pe Aa K Jo bethi Toh Khud Ko Par Itrana Bhool Gayi,
Aisi MAst Hui Woh Titli Par Phelana Bhool Gayi,

Aisa Khila Woh Phool Sa Chera Pheli Saray Ghar Mein Khusbhu,
Khat Ko Chupa Kar Parhnay Wali Raaz Chupana Bhool GAyi,

Kaliyon Aur Bhanwaray Titli Se Pucha Hai Uska Naam,
Bad-e-Saba JIs Phool K Ghar Se Lout K Aana Bhool Gayi,

Apnay Puranay Khat Lene Woh Ayi Thi Mere Kamray Mein,
Maiz Par Do Tasweerein Dekhein Khat Le jana Bhool Gayi,

Barson Baad Mile Toh Aisi Pyaas Bhari Thi Ankhon Mein,
Bhool Gaya Main Baat Batana Woh Sharmana Bhool Gayi,

Sajan Ki Yaadein BHi Sandhu Kin Lamhon Mein Jati Hain,
Gori Aata Gundh Rahi Thi Namak Lagana BHool Gayi.......!!!!


"2 Ajnabi dost"
      U & ME

Kachi deewar hoon


Kachi deewar hoon



Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko

Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon,
Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujhko

Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein,
Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko !

Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho,
Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujhko !

Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,
Main to aashiq hoon deewana na banana mujhko !

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko


******************** *********



"2 Ajnabi dost"
     U & ME

Qurbaani Ya Tafreeh


Qurbaani Ya Tafreeh:-

ALLAH Tala Frmate Hein k

"Na Mujhe Qurbani Ka Khoon Pohanchta Hay Na Gosht!

"Balkay Tumhara Taqwa (Ikhlaas Perhaiz Gaari) Ko Dekhta Hun,"

Jab Hum Haram Kaam Karein Gay Tu Taqwa Perhaiz Gaari Or ikhlaas Kahan Raha?

Qurbani Ka Sawab Zaya Karne Wale Amaal:-

1.Qurbani k Janwar Ki Photo Khainchna,
2.Movie Banana,

3.Qurbani k Janwar Ki Qeemat Logo Ko Ziyada Bata k Jhoot Bolna,

4.Qurbani k Janwar Ko Tang Karna, Maarna Ya Usko Bhagana Yani Race Lagwana,

Qurbani Koi Fashion Ya Khail Kood Tafreeh Nahi,

Plz Qurbani Dikhaaway k Lie Na Karein,

Plz Qurbani Sirf ALLAH k Lie Karein 



"2 Ajnabi dost"
03132174713

Apni Khobsurat Kalai me Choriyaan Ghomate howe Us ne Kaha.!!!


Suniye..!!!

Apni Khobsurat Kalai me Choriyaan Ghomate howe Us ne

Kaha.!!!


Kesi hain Ye Choriyaan.???

Apko pasand hain ye.???

Apke Nam ki hain,~~~

Hum ne apki Tarf Se le hain.!!!


Ap humare Ho Na..???
us ne Pocha..!!

Is se pehly Wo Meri Ankhon me Chamakte Anso Dekhti.!!!


US se pehly Mene Kaha..!!


Han Bhot Khobsurat Hain Ye Choriyaan..!!!

Mere Nam ki Davay Dar Wo Larki..!!


Khushi se Muskura De..!!!


Or Bhool gaye Apne Sawaal Ka Jawab . . .




"2 Ajnabi dost"
U & ME 

bheega bheega sa yeh december hey



bheega bheega sa yeh december hey
bhigi bhigi si yeh tanhai hey
in kitabon men ji nahin lagta
hum ko sajni ki yad aai hey
sham ki kali ankhen
jub palkon ko jhapkati hen
kisi per k nichey
kuch yaden gongonati hen
kuch pyar k aadhey naghmey
aadhi pyar ki kahani
ek sheher ka raja tha
or ek gaon ki rani
donon barey premi they
bun men aya kertye they
on k pyar k mithey naghmey
punchi gaya kertye they
ab na premi hey
na woh baten hen
or yaden hi apni kamai hey
is kamrey ki khirki
barish ka shor sonati hey
or tumahri ahat hum ko
yeh rog lagati hey
ab k sal december men
jub bun men men jaon ga
nili jhil,, drakhton k saey
or sokhey pattey
sarey tera pochen gey
kahan hey tera pochen gey
tera premi yar kaha hey
sare terapochen gey
kia bataon ga kia kahani hey
ab tu qismat men apni judai hey
in kitabon men ji nahin lagta
hum ko sajni ki yad aai hey

"2 Ajnabi dost"
03132174713

Eid Agai Hay Kiya........?