May 14, 2010

Phool sa badan


Phool sa badan

Kal raat tera phooll sa badan meri baho main tha,
teri zulfe bikhari thi meri shano par. main qaid tha ,
teri baho ki zanjiro me dua kar raha tha is qaid se kabhi
rihai na ho,
tere labo par. mere lab mohhabat ki kahani likh rahe the .jannat se
kam nahi thi teri aghosh mausam ashikana tha zarra zarra mohhabbat
ke nagme suna raha tha


[JiNNU RidEr]
03132174713 

Bataoo Kyon..

JiNNU RidEr

Daikho Gay Hamain

Daikho Gay Hamain Roz Mager Baat Na Ho Ge 

Daikho Gay Hamain Roz Mager Baat Na Ho Ge ..

Ik Shahr Main Rah K Bhi Mulaqat Na Ho Ge

Kehna Hai Jo Kah Dalo Abhi Waqt Hai Meri Jaan

Kal Ko Hum Hon Gay Mager Woh Baat Na Ho Ge

Jo Pochna Hai Tum Ko Abhi Pochlo Warna

Kal Shahr Main Phir Rasm_E_Sawalat Na Ho Ge

Din Hon Gay Taweel Itnay Kabhi Hijar Ke Logo

Tarpo Gay Sar-E-Sham Mager Raat Na Ho Ge

Hum Jeet Bhi Gaye To Koi Jeet Na Ho Ge

Wo Har Bhi Gia To Usay Haar Na Ho Ge .

Ye Soch Ke Dil Dobny Lagta Hai Meri Jaan

Bichrain Gay Kabhi Yoon Ke Mulaqat Na Ho Ge


2 Ajnabi dost
 AloNE LiF3 

Haathon Main Pighal Janay Ko

Haathon Main Pighal Janay Ko

Haathon Main Pighal Janay Ko Jee Chahta Hay
Aatish-E-Shoaq Main Jal Janay Ko Jee Chahta Hay…
Tujh Say Ik Raaz Ki Sargoshi Bhi Karna Chahoon
Phir Wohi Raaz Nigal Janay Ko Jee Chahta Hay…
Dil Yeh Chahay Kay Tere Dil Main Rahoon Dil Ban Kay
Phir Usi Dil Say Nikal Janay Ko Jee Chahta Hay…
Wehshat Abad Makanon Main Nahi Jee Lagta
Sheher Say Door Nikal Janay Ko Jee Chahta Hay…
Hum Say Yeh Rasm Ki Zanjeer Bhi Kab Toot Saki
Dil Ki Zidd Par Bhi Machal Janay Ko Jee Chahta Hay


JINNU RidEr



































Chalo na Pyar karey itna

JiNNU RidEr

Shabnami Raat

Shabnami Raat

Shabnami Raat ho aur
Hr taraf andhera ho
Ek chaadar main liptey 2 badan
Ek tera hO ek mera hO
tere makhmali jism main khushyo k chaman main
sadiyon tk wo raat chaley ` sadiyO dur sawera hO
tere honto ko jb seee du main ` apne honto k dhaagey se
ek sannnatey main khaamoshi se teri baaho ne mjhko ghera hO
dono liptey ek dujey main ` ek giraaahh si lag jaey jismo main
mere jism main ghr miley tjhey ` tere jism main mera basera hO...


[2 Ajnabi dost]
miSSinG U GurIyA 

Bus Ik Shaam

Bus Ik Shaam

Bus Aik Shaam Day Do Mujhay Payar Main Dhalti Hui

Phir Sham Usko Main Kahoon Ya K Kahoon Main Zindagi
Payar Ho Challka Hua Teri Niggah K Jaam Se

Surmaai Sa Phelta Ho Rang Uffaq Per Shaam Se

Bazo’oun Ki Qaid Main Ho Ik Badan Simta Hua

Khamoshi Main Goonjti Ho Do Dilon Ki Ik Sada

Ho Ulajhti Saans Main Jesay Shara’rat Saans Ki

Rooh Ko Choonay Lagay Jesay Hararat Saans Ki

Hath Main Ho Chooriyon Ki Dheemi Dheemi Si Khannak

Madham Madham Roshni Main Narm Anchal Ki Dhannak

Hont Hoon Tere Gulaabi Chalki Chagal Ki Tarah

Surmaai Si Phail Jaye Shaam Kajal Ki Tarah

Kaash So Jao Kabhi Tum Rakh K Sar Aghosh Main

Doob Ker Ankhon Main Teri Ham Rahain Na Hosh Main

Kaash K Mujhko Atta Kar Do Koi Aisa Hi Kal

Kaash Tham Jain Wo Lamhay Or Tham Jain Wo Pal

Wassal K Lamhay Atta Kar Do Mujhay Ik Din Kabhi

Yoon Milain Tum Se K Phir Na Hoon Juda Tum Se Kabhi

Phir Chalay Janay Ki Jana! Baat Na Aye Kabhi

Buss Aik Shaam Day Do Phir Raat Na Aaye Kabhi


[ 2 Ajnabi dost]
 ALoNe liF3 

Bohat Khobsoort Mager Sanwali Si

Bohat Khobsoort Mager Sanwali Si

Bohat Khobsoort Mager Sanwali Si
Mujhay Apnay Khwabon Ki Banhoon Main Paa Ker

Kabhi Neend Main Muskurati Tu Ho Gi
Usi Neend Main Karwaten Badel Ker

Serhanay Se Takiyay Girati Tu Ho Gi
Wohi Khawab Din Ki Khamoshi Main Aa Ker
Usay Man He Man Main Lubhatay Tu Hongay

Kaii Saaz Seenay Ki Khamoshion Main
Meri Yaad Se Jhun Jhanatay Tu Hongay
Woh Besakhta Dheemay Dheemay Suron Main

Meri Dhun Main Kuch Gun Gunati Tu Ho Gi
Mujhay Khat Likhnay Wo Bathi Tu Hogi
Mager Ungliyan Kapkapati Tu Hon Gi

Qalam Haath Se Choot Jata Tu Ho Ga
Mager Qalam Phir Say Uthati Tu Ho Gi
Mera Naam Apni Kitabon Per Likh Ker

Woh Danton Main Ungli Dabati Tu Ho Gi
Zuban Se Kabhi Uff Nikkalti Tu Ho Gi
Badan Dheemay Dheemay Sulagta Tu Ho Ga

Kahiin K Kahiin Pauoon Pertay Tu Hongay
Zameen Pe Dupata Larakta Tu Ho Ga
Kabhi Subah Ko Shaam Kehti Tu Ho Gi

Kabhi Raat Ko Din Banati Tu Ho Gi
Kahheen Ik Masoom Nazuk Si Ladki
Bohat Khoobsorat Mager Sanwali Si 

" 2 Ajnabi dost"
miSSing U GurIyA 

Ek Waqt


Ek Waqat

Kaash ek waqt ki aisi baat ho
jab tere saath main aur tu mere saath ho..
haath pakad kar chale hum akeli raahon main
tu mujhe dekhe unn pyari nazaron se
aur le apni baahon main
chhune par sun ho jaun aur dhime se diya bhujhe
suno dhadkan meri jisme naam tera hi gunjhe
mere haathon ki chudiyaan jab tu sehme se utaare
fella doon main apni zulfein jinhe tu ek ek kar saware
uss sanaate ko koi tod na paye, mujhe tujh main khone de
mere saason se mil ja aur mujhe teri hone de
aankhon ka kaajal mitao iss tarah ki raat ka nasha ankhon main rahe
ki payal ki jhankaar girte waqt bhi tujhe Jaan kahe
chand bhi phika lage humari mohabbat ke aage
jab mera aanchal lehraye jaise chamakte hai taaron ke dhaage
pyar ki baatein karoon tujhse apni palkon ke aashiyaaney main
har ek lafz motti ban ke barse jinhe laga baras banane main
tujhe itni mohhaabbat doon ki lage sapna sa koi
ki har lamha har pal lage apna sa koi
Kaash ek waqt ki aisi baat ho
jab tere saath main aur tu mere saath ho.


"2 Ajnabi Dost" 

Tum Merey Ho

Tum Merey Ho

Baarish ki rim jhim boondon mein
Jab tum ko dhoond na paatii hoon
Mein tum ko sochti rehti hoon
Aur paagal si ho jaati hoon
Tum laakh jatan kar daalo par
Tum mujh ko bhool na pao gey
Tum merey naam se zinda ho
Mein tumhari kehlaati hoon


"2 Ajnabi dost"
miSSing U GuRiYa 

Chal Chlte Hain

Chal Chlte Hain

Chal Chlte Hain Us Paar Sanam
Jaha Lehron ki Khmoshi Ho

Jahan Sanson Ki Madhoshi Ho
Jahan Jzbon Ki Behoshi Ho

Jahan Ankhon Se Srgoshi Ho
Chal Chlte Hain Us Paar Sanam

Ik Nai Aas Lganay Ko
Ik Dil Ki Aag bujhane Ko

Ik Doje Me Kho Jane Ko
Ik Pal K Naam Ho jane ko

Chal Chlte Hain Us Paar SaNam
Jahan Aasan Sari Rahain Hon

Jahan Ik Doje ki Bahain Hon
Jahan LabPe Sard Si Aahain Ho

Jahan pyar Ki kuch Pnahain Ho
Chal Chlte Hain Us paar Sanam.


[2 Ajnabi dost]
mIssinG u GurIyA 



Khushbuu jaise log

Khushbuu jaise log mile afsaane meN

Khushbuu jaise log mile afsaane meN
ek puraana Khat kholaa anjaane meN
jaane kis kaa zikr hai is afsaane meN
dard maze letaa hai jo duhraane meN
shaam ke saaye baalishtoN se naape haiN
chaaNd ne kitnii der lagaa dii aane meN
raat guzarte shaayad thoRaa vaqt lage
zaraa sii dhuup uNdel mere paimaane meN
dil par dastak dene ye kaun aayaa hai
kis kii aahat suntaa huN viirane meN

A Good Daughter Say 2 her LoveR

A Good Daughter Say 2 her LoveR. . .

Han Yeh Sach Hai K Mujhe
Tumse Mohabbat Hai. .

Ye bhi Sach Hai K
Main Tumhari Chahat HoN,

Par Meri Zindagi MAin
CahaTon ki KaMi To Nahi. . . . 

Riste Aur Bhi HaiN  
Srif Tum Hi To Nahi. . . 
Apni Zaat K Is Pehlu Se 
Aaj milwaOn Tumhe. . .

Main KyA HoN KeSi Hon
Zara BatLaoN Tumhe. . .
MAin Apni Maa Ki TarbiYat
Mein Dhala Sancha HoN. .
Apne BABA ki UmeedOun
Se Pur ik Khaak HoN. . 

Apne BhAi Ki Gherat hon
JaanTi HoN mAin,

Mujse Hi Hai Ghar ki
Izzat Manti Hon Main. . .
Tou Behak Jaon Main 
Yhe Kabhi  Mumkin Hi NAhi,,
k Dil Wo Sab Bhi Rakhta Hain
Sirf Hum Tum Hi You Nahi . . . 

[JINNU RidRr]
MiSSing U GuriyA

Ek Raat Wo Mile Khuwaab MAin

Ek Raat Wo Mile Khuwaab MAin 
Hum Ne Kaha Boht SataYa Hai Ap ne

jab Daikha To Unki AankhooN Mein B AansU Thy
Phir KAisay Poochta KyuN RuLaYa Aap Ne. . ./


[2 Ajnabi dost]
miSSinG U GurIyA

[Bahaar Rutt Mubarak Ho]

[Bahaar Rutt Mubarak Ho]

Mausam-E-Bahaar Ki  Aik Roshan Subha Ko
"T.C.S" Say Milnay Waalay Guldasty

Aur


Bahaar Rutt Mubarak Ho KA
Sandaisa Pa Kar  Wo Pagal  LarKi!!

Yeh Bhool Gayi Keh Mohababton K Bahaar Peh
Kizaa'n Bhi Aa SaKti He. . . . . /



Eid Ko Khaas Banana Hoga.


           [My Favourit]


Tum Kya Jano Pagal Pritam
jab Se Tum Perdas Gaye Ho

Ghar Khaali Aangan Soona Hi
Sawan,Eiden,Berang Guzareen 

Kuch To Soocho Saajan Tum Bin
Kaisi Eiden,Kaisi Khushiyaan
Choori,Baali,Kaajal,Bindiyaan
Chanda,Titli,Phol Aur Shabnam

Sab Kehte Hain Aa Jao Naa. . . .
Tum Kya Janoo Har Ahat Par
Dil  Ki Dadhkan Kehti Hai. . . 
Tum Aye Hooo. . . . . Pagal Pritam

 Tumhen Pata Hai Kitne Din Se
Chakat Par Baithi Sajti Rasta Dekh Rahi hai

Us Ki Sanwli Sundarta Mein Peela Pan Hai
Jaldi LAuto Eid Aai Hai. . . 

Ab To Tum Ko Aana Hoga
Eid Ko Khaas Banana Hoga. . . . 

[2 Ajnabi dost]
MiSSinG U GurIyA