Aa Kisi Sham Kisi Yaad Ki Dehliz Pe Aa
Omer Guzri Hai Tujay Dekhay Howay Bhelay Howay
Yaad hai ? Hum Tujay Dil Mantay Thay
Appnay Dil Main Machalta Howa Zidi bacha
Teray Har Naz Ko Ungali Se Aksar Pakar Ke
Nat Nay Khoowab Ke Bazar Mian Lay Ata Tha
Teray Har Nakhray Ki Farmaish Par
Ek Jeewan Ki Tamnaoon Ki Benai Se Hum Dekhatay Thakhtay Hi Na Thay
Sochay Thay
Ek Choat Sa Ghar
Moohabat Ki Faza'Hum Donoo
Or Kisi Baat pay takiyon se larai apni
kabhi hanstay howay roo parna kabhi rotay howay hans parna
Or thak har ke gir parnay ki masoom khoshi baksh khiyal
Yaad hai? hum tujay shookh keha kartay thay
Raat hans parti thi be sakhta teray darshan se
din teri dori se roo parta tha
Yaad hai?hum tujay jaan kehtay thay
teri khamoshi se maar jatay thay teri awaz se jee uthtay thay
tujay choo laynay se ek zindagi si ajati thi sharyano main
tham laynay se shehar sa bas jata tah viranay main
yaad hai ?tujay milnay ke liya
waqat se phelay pohanch jatay tahy
or mulaqat ke baad
hum boohat dar se ghar atay tu kehtay thay ke humain kuch na kehoo
hum boohat door se gher aain hain
is qadar door se aain hain shaid hi koi aa pay
Yaad hai?hum tujay bhagwan samhjtay thay magar kofar se dar jatay thay
teray chin janay ka dar theek se musalaman rekhta tha humain
Aa kisi sham kisi yaad ki dehliz pay aa
teray bhoolay howay rastoon pay liya phirta hai emaan humain
or kehtah hai pehchan humain ]
Yaad hai?hum tujay emaan keah kartay thay

"2 Ajnabi dost"
03132174713