Jan 10, 2011

dEdic8 To JiyA

Tanha rehna seekh raha hoon
Mar kay jeena seekh raha hoon

Mang kay pana seekh liya... hai
Pa kay khona seekh raha hoon

Sabar ko zad-e-rah bana kar
Kanch pay chalna seekh raha hoon

Phirtay, phirtay sehra, sehra
Pyaas ko peena seekh raha hoon

Marham to rakhna na aaya
Zakhm khoorachna seekh raha hoon

Jeenay kay hain ajab taqazay
Zinda rehna seekh raha hoon

Madhooshee nay bohat sataaya
Hosh main rehna seekh raha hoon

Barson guzray phir bhi ab tak
Maan say bichcharna seekh raha hoon

Dar kar zehar kay pyaalay say
Such ko chupaana seekh raha hoon

Rotay rotay auron par
Khud pay hasna seekh raha hoon

Ghum nay mujh ko bohat hai khaya
Ab gham khana seekh raha hoon

Is pay hairan hotee hoon
Kartab, kya kya seekh raha hoon

Mang kay pana seekh liya hai
Pa kay khona seekh raha hoon

Sabar ko zad-e-rah bana kar
Kanch pay chalna seekh raha hoon



"2 Ajnabi dost"
   Imegine Boy

dEdic8 To JiyA

Tumharay raah badalney ki baat kis se karon
mein apnay khawb bikharnay ki baat ki...s se karon

abhi wo jaan-e-ghazal duur hai nighahon se
abhi mein jaan se guzernay ki baat kis se karon

abhi to hijer ki taarikiyaan hain chaaron taraf
abhi mein chand nikalnay ki baat kis se karon

abhi to apnay ghamo se nidhaal hain sabhi
abhi mein teray bicharney ki baat kis se karon



"2 Ajnabi dost'"
 bRoken hEArt

dEdic8 To JiyA

kiya likhain is kaghaz per,
ab likhnay ko kiya baki hai,
ik dil tha so wo toot gay...a,
ab lutnay ko kiya baki hai,
ik shakhs ko hum ne chaha tha,
kuch rait per naksh banaya tha,
wo rait to kab ki bikhar gai,
wo naksh kahan ab baki hai,
ab kiya likhain is kaghaz per,
ab likhnay ko kiya baki hai,
wo jin ko hum apni nazmoun ka,
unwan banaya kartay thay,
wo lafzoun ka bana kar taj mehal,
kaghaz per sajaya kartay thay,
wo hum ko aikala chor gaya,
ab chornay ko kiya baki hai,
ab kiya likhain is kaghaz per,
ab likhnay ko kiya baqi hai……… !! <~>



"2 Ajnabi dost"
   bEwAfA

ajeeb Shart rakhi

Us ne Milnay ki bhe ajeeb Shart rakhi dost
Khusk Patton per aana magar Aahat na h...o ...!! <~>



"2 Ajnabi dosT''
   Alone bUt HaPpy

Sardiyon ki shamein

Sardiyon ki shamein bhi kia ajab shamein hain,
Log yaad atay hain aag si lagaty ......hain,

Dil k her ik koney main zindgi k manzer Main,
Doob k ubherty hain ik dafa jo bichary thy,

Roz roz milty hain or mairi ankhon ko,
De k kuch naye motti phir se lot jaty hain,

Phir hum akailey main aansuon k railey main,
Sardiyon ki thandak main tanha apny shaney pe,

Apni shaal sambhaly ghar ko lot atay hain,
Sardiyon ki shamein bhi kia ajab shamein hain, 




"2 Ajnabi DOst"
  KilLEr

Main mar mita to

Main mar mita to wo samjha ye inteha the meri
usay khabar hi na the,khaak kimiya ...the meri

main chup howa to wo samjha k baat khatam howi
phir us k baad to awaz ja baja the meri

jo ta'ana zan tha meri poshish e dardida per
usi kay dosh pay rakhi howi qabah the meri

main us ko yaad karon bhi to yaad ata nahin
main us ko bhool gaya hon,yehi saza the meri

shikast day gaya apna gharoor hi us ko
wagarna us k muqabil baast kia the mer

kahin dimagh kahin dil kahin badan hi badan
har ik say dosti yaari juda juda the meri

koi bhi ko'ey muhabbat say phir nahin guzra
to shehar e ishq main kia akhri sada the meri

jo ghumand say sir ko uthay phirta hai
isi tarhan ki to makhlooq khaak e pa the meri

har aik shair na tha dr khor e qaseeda dost
aur us say tabai e rawan khob aashna the meri

MAIN US KO DAIKHTA REHTA THA HAIRATON SAY FARAZ
YE ZINDAGE SAY TAR'RUF KI IBTADA THE MERI



"2 Ajnabi dost"
    J.K.J

Zulf raton si hai

Zulf raton si hai rangat hai ujalon jesi,
Per tabiyat hai wohi bholne walon jesi,...

Dhondta phirta hon logon main shabahat us ki,
K wo khwabon main bhi lgti hai khayalon jesi,

Uski batein bhi dil aveiz hain soorat ki trha,
Meri sochein bhi pareshan mere balon jesi,

Uski ankhon ko kabhi ghaur se dekha hai FARAZ,
Sone walon ki trha jagne walon jesi !!!!!




"2 Ajnabi dost"
   Ajnabi LArkA

dEdic8 To JiyA

Hamein Pata Tha K Teri Muhabat K
"Jaam" Mein "Zehar" hai "

BEWAFA
Lekin.!
.........
Tere Pilany Mein Khaloos itNa Tha k
HuM Thukra Na Skay... ! <~>



"2 Ajnabi dost"
   bEwAfA

Such kahoon

Such kahoon mujh ko ye unwan bura lagta hay
Zul'm sehta hua insan bura lagta hai

K...is qadar ho gaii masroof ye dunya apni
Ek din thehray to mehman bura lagta hay

Un ki khidmat to bohat door, bahoo baiton ko
Budhay maan baap ka farman bura lagta hay

Mairay Allah mairi naslon ko zillat say nikal
Haath paihlaye musalman bura lagta hay
Guzar chuka hay zamana wo inkisari ka
Kay ab mizaj bana lijiye shikari ka
Hum ehtaram e muhabbat main sar jhukatay hain
Ghalat nikal na mafhoom khak'shari ka

Wo badshah bana baitha hay muqaddar say
Magar mizaj hay ab tak wohi bhikari ka



"2 Ajnabi dost"
   ALONE

ik pagli

ik pagli mera naam jo ley,
sharmaye b, ghabraye b

galiyun galiyun muj se milney a...ye b,
ghabraye b

raat gaye ghar janey wali gumsum larki raahon main
apni uljhi zulfoon ko suljhaye b, ghabraye b

kon bichar kar phir lautey ga,
kiun awaara phirtey ho?

raaton ko ik chaand muje samjhaye b,
ghabraye b

aney wali rut ka kitna khauf hai uski aankhon mai b
jaaney wala door se haat hilaye b,

ghabraye b

kia janey woh kon hai Mohsin jis ki khaatir Raaton ko
taiz hawa pani par naqsh banaye b,

ghabraye b



"2 Ajnabi dost"
wAntEd LArkA

Really very Touchy

.Really very Touchy, Sad and Thought Provoking Poem.........
...........Must Read it Once...................................................

Seenay se laga kar kaha karti thi MAA mujh ko,
..."Tu Laal hai Mera Na sata mujh ko..."
...Pachtaey ga aik Din jab mein chali jaoun gi,
Na chahtay hoaey bhi akaila chorh jaoun gi...
Zamana Dikhaey ga Garmi ki Shidaat tujh ko,
Yaad kar k roaey ga tu phir mujh ko...
Mudaatoun se Meri Maa ne,
Seenay se nahi lagaya,
Aab So Gai Khak Mein ...
Jab Kuch Kehnay ka Waqt aaya...:'(

[Anonymous]

.
.
.
Please Just Take Special Care of You MOTHER & SAVE your "ParaDise"
Don't remorse afterward in this way.........:'(
 
 
"2 Ajnabi dosT"
 AftEr dEaTh

Naseeb k khel ko

Naseeb k khel ko 
ajeeb tarha se khela hai hum ne,

jo na tha nnaseeb main
usay hi toot ker chah bethy..
 
 
 
''2 Ajnabi dosT"
 AftEr DEAth