Kisike Sath Main Aur ,Dil Kisi Ke Sath Raha
Ajab Mazaak Meri Zindagi Ke Saath Raha,
KaMaal Ka BeraheM Mera Wo Mukaddar Tha,
Kinaara-E-Aab Bhi Jo Tishnigi Ke Sath Raha,
Wo Ek Dukh Main Door Chhod Aayi Thi,
TaMaM UMar Meri Zindagi Ke Sath Raha,
Jo Dil Me Baat Thi Hothonse Kis Tarah Ho,
Dil Unki BazaM Mein Ek Bebasi Ke Sath Raha,
Hanse Jo HuM To Aankh Se Aansu Nikal Pade,
HaMesha GaM Koi Meri Khushi Ke Sath Raha...
[Jinnu Rider]
i Feel AlonE
FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Apr 22, 2010
Kash Hath Tumhara Hamara
Kash Hath Tumhara Hamara Yuhi Sada Mila Rahe
Kash Pyara Sa Ye Rishta Yuhi Barqarar Rahe
Chalti Hai Dhadkane Sanson Ke Chalne Se
Kash Yuhi Tum Mere Dil Mein Basi Rahe
Nanhi Si Muskaan Hothon Ki Tumhari
Kash Yuhi Hamein Zindagi Jine Ka Bahana Deti Rahe
Juki Juki Tumhari Ye Shararat Bhari Aankhein
Kash Yuhi Hamein Dunia Se Bekhabar Karti Rahe
Chehre Ki Wo Masumiyat, Baaton Ki Wo Nazakat
Kash Yuhi Mere Dil Ko Bhati Rahe
Sangit Ho Tum Meri Veraan Zindagi Ka
Kash Dhadkan Tumhari Yuhi Sargam Banti Rahe
Chandni To Nahi Bichadti Kabhi Chand Se
Kash Yuhi Sada Tum Mera Sath Deti Rahe
Rawani Ye Pyaar Ki Jo Sansoo Mai Hai
Kash Yuhi Mohabbat Ke Har Mukam Se Guzarti Rahe
[2 Ajnabi dost]
i Feel AloNE

Who kehta hay
Who kehta hay mujhe tum se pyar bohat hay
Main kehti hon mujhe teri baaton pe etbaar bohat hay
Who kehta hay le jaun ga tujhe apne sath
Main kehti hon mujhe us pal ka intezaar bohat hay
Who kehta hay kabhi socha na tha youn milen ge
Main kehti hon is me hamari kismat ka hath bohat hay
Wo kehta hay phoolu ke sab rang tumhare chehre pe hain aaj
Main kehti hon phoolu ko meri khushi ka ehsaas bohat hay
Who kehta hay or kya khawahish hay tumhari
Main kehti hon mere leye to tumhara sath hi bohat hay

"2 Ajnabi dost"
i Feel AloNe
Main Yeh Kaise Maan Jaun
Mujhe Azmane Wale Mujhe Azman ke Roye
Meri Dastane Hasrat Suna Suna ke Roye
Teri Bewafaiyon Par, Teri Kaj Adaiyon Par
Kabhi Sar chupa Ke Roye, Kabu Munh Chupa Ke Roye
Jo Sunai Anjuman Men Shab-e0 Gham Ki Aab-biti
Kabhi Ro ke Muskaraye, Kabhi Muskara Ke Roye
Main Hun Be-Watan Musafir, Mera Naam Bekasi Hai
Mera Koi Bhi Nahin Hai Jo Gale Laga Ke Roye
Mere Paas Se Guzar Kar Mera Haal Tak Na Poocha
Main Yeh Kaise Maan Jaun Ke Woh Dur Ja KE Roye
[2 Ajnabi dost]
i feeL AlOnE

KHUDA MARA YAR SAY
badan ke donoN kinaaroN se jal rahaa huuN maiN
ke chhuu rahaa huuN tujhe, aur pighal rahaa huuN maiN
tujhii pe Khatm hai jaanaaN mire zavaal kii raat
tuu ab tulu bhii ho jaa, ke Dhal rahaa huuN maiN
bulaa rahaa hai miraa jaamaa-zeb milne ko
to aaj pairahan-e-jaaN badal rahaa huuN maiN
Ghubaar-e-rahguzar kaa ye hauslaa bhii to dekh
havaa-e-taazaa! tire saath chal rahaa huuN maiN
maiN Khvaab dekh rahaa huuN ke vo pukaartaa hai,
aur apne jism se baahar nikal rahaa huuN maiN

KHUDA MARA YAR SAY MUJ KO JALD MILA DA.....
[JiNNU riDer]
I Feel AloNe
Jub log juda ho jaty hein
Jub log juda ho jaty hein,
sub ehad hawa ho jaty hein,
jub ni'at mein kuch fatoor sa ho,
sub amal gunah ho jaty hein,
jub tery liy hum sochty hein ,
sub lafz dua ho jaty hein,
jub ghurbat dar pey dastak dey,
sub yaar khafa ho jaty hein,
jub waqt dikhata hay aankhein,
sultan gada ho jaty hein,
TOU JUB BHI MERY SAATH NA HO,
SUB TEHWAR SAZA HO JATY HEIN
jub nafrat lafzon mein utry,
tab apny juda ho jaty hein...
[JiNNU RidEr]
i FEel AlOne
sub ehad hawa ho jaty hein,
jub ni'at mein kuch fatoor sa ho,
sub amal gunah ho jaty hein,
jub tery liy hum sochty hein ,
sub lafz dua ho jaty hein,
jub ghurbat dar pey dastak dey,
sub yaar khafa ho jaty hein,
jub waqt dikhata hay aankhein,
sultan gada ho jaty hein,
TOU JUB BHI MERY SAATH NA HO,
SUB TEHWAR SAZA HO JATY HEIN
jub nafrat lafzon mein utry,
tab apny juda ho jaty hein...
[JiNNU RidEr]
i FEel AlOne
Woh Mujhe Chhor Kar Khush
Be-Sada Gumbd-e-Aflaak Mere Baad Hua,
Saaneha Yeh BHi Alamnaak Mere Baad Hua,
Khaak Hi Kar Diya Phir Khaak Nashinon Ne Mujhe,
Khaak Ka Sara Safar Khaak Mere Baad Hua,
Samnay Mere Jisay Baat Nahi Aati Thi,
Woh Bhi Sunti Hun K Chalaak Mere Baad Hua,
Jab Mere Sath Tha Logon Se Dara Rehta Tha,
Log Kehtay Hain K Be-Baak Mere Baad Hua,
Woh Mujhe Chhor Kar Khush Baash nahi Reh Saqta Qateel,
Aur Usko Bhi Yeh Idraak Mere Baad Hua....!!!!
[jinnu rider]
i Feel AloNe
Tu ne ZULFFON ko
Chashm-e-Saqi ne ye kia khel recha rakha hai
Koi "ZAHID" koi Mey-khar bna rakha hai
Jo phansa phir na kabhi us ne rehai mangi
Teri Zulfoon ne ajab jaal bicha rakha hai
Hussn ho,Ishq ho dono ka asar yaksaan hai
Chez hay 1 magar Naam juda rakha hai
Sar se dhalti hain to shano pa bikhar jati hain
Tu ne ZULFFON ko bara sar pa charra rakha hai
Teri makhmoor Nigahon se hai Ronak sari
Warna "SAQI" tere My-Khaney mein kya rakha hai.....
[JiNNU RidEr]
03132174713

ghazb ki thi
Us k labon pe raat kahani ghazb ki thi
Jazbat beh rhe the rawani ghazb ki thi,
RaJa bhi laJawab tha wadi_e Ishq ka
lekin deyar_e husan ki Rani ghazb ki thi,
kya kya na shaam aai meri hayat mein
guzri Jo tere sath suhaani ghazb ki thi,
dekhiin hain main ne shehr mein charti Jawaniaan
lekin Jo tuJh pe aai Jawani ghazb ki thi..!

I Feel Alone
Dil ko sambhalo tum,
Suno!
Dil ko sambhalo tum,
Zara socho, zara samjho.
Beeta di jin k matam men,
Ye sari zindgi tm nen,
Fakat kuch khoab hi to thy,
Chalo ankhon men dar aye,
k ghar is dil ko kar bethy
Ye mana!
tum nen apny khoon se in ko seencha tha,
Bacha k apni sanson ki amanat in ko de di thi.
Magar Socho,
Safar jeevan ka rukta he, agr kuch hath chooten to.
Nei umeed banti he,
K jeeny ki tamanna mar nehin jati,
agar kuch khoab tooten to.
suno ab dil ko sambhalo tum,
k jab zinda tumhary dil men thy,
Betab hi to thy,
Zara socho, Zara samjho.
Beeta di jis k matam men ye sari zindgi tum nen,
Kitab-e-Zindgi k kuch adhoory baab hi to thy,
Chalo Ankhon men dar aye,
Mgr kuch khoab hi to thy,,,,,,,
[2 Ajnabi doSt]
REAL DeViL

Subscribe to:
Posts (Atom)