Jan 8, 2010

Har Din K baad

Har Din K baad




Har din ke baad raaat aati hai Har musam ke baad barsat aati hai

Apne dil se puch ke batey zara
Kya aapko bhi hamari yaad aati hai

Jab raat ko yaad unki ati hai
Sitaron tasveer unki nazar ati hai

Khozti hai nigahe us pyare khas ko
Yaad mai jiski subah ho jati hai

Intezar rehta hai har shaam tera
Ratein kat ti hai lekar naam tera


Muddat se baithe hai yeh aas le kar Ki aa jaye koi piagam tera

Aaj khuch kami hai tere bagir Na rang hai na roshni hai tere bagir

Waqt apni raftar se chal raha hai
Bus Dharkan meri thami hai tere bagair

Khuch Beite hue lamho se mulaqat hoi
Khuch toote hue sapno se baat hoi


Yaad aayi jab hame aapki
Tab aankhon main boondo ki barsaat hoi

Akela hai dil aur use aati hai kisi ki yaadein
Har pal hum sochte hai unki kahi har baatein

Palko pe saji hai unse har ek mulakaatein
Kyuki unse hi toh milti thi hume sabse hasin saugaatien

Tum pe khtam saari chahat hogi
Phir na kisi pe ye inyat hogi

Kuch is tarah se karenge yaad tum ko
Na tumko shikwa hoga na zamane ko sikayat hogi

Har Raho Se Hum Aapki Raah Ko Saza Denge Sapno ki daulat ham aap par luta denge

Na koi phool hai aaj mere daman me
Lekin apke aane par ham apni palke bichha denge

Sehmi si nigaho mein khwab hum jaga denge
Soni si raahon pe phool hum khila denge

Humare saath muskura kar to dekhiye Hum aapke saare gam bhula denge 





"2 Ajnabi dost"
ThiEf oF HearT

No comments: