Jan 11, 2010

mere hathon main apna hath do,

mere hathon main apna hath do,








mere dhadhkaon ko khumar do,
saaya ban kar saath tum raha karo,
udasion mai ruuh ko tum qarar do,

yahi chandni kai sang tum raha karo,
mere gulshano ko roshni, bahar do,
tanhaion ka dard ban gaya hai jo,
us shakhs ko mere yaar mujh pai war do,

mujhe yaad tum is tarah na aao kai,
muskura do zindagi sunwar do,
arsh sai zameen sai kuin kar kahon?
mere manzilon ko humsafar nishat do,

is tarah sai pyar do kai bas mujhe,
do jahano ka mujhe ehsaas do,
mere ruuh sai tere ruuh tak kai manzilain,
unmanzilon ko samait kar aawaz do.



"2 Ajnabi dost"

   i HAtE  gIRLz

No comments: