Jan 11, 2010

Apnay honton par sajana chahta hon

Apnay honton par sajana chahta hon.  . . . . /






Apnay honton par sajana chahta hon
Aa tujhe main gungunaana chahta hon

Koiy Aansoo teray daaman par ghiraa karboond ko mooti banana chahta hon

Thak gia main kartay kartay yaad tujh ko
Ab tujhe main yaad Aana chahta hon

chaa raha hay saary basti main andhera
roshni ko ghar jalaana chahta hon

Aakhary hichki teray zaanon pay AayeMoot b main shairaana chahta hon

Apnay honton par sajana chahta hon
Aa tujhe main gungunaana chahta hon





"2 Ajnabi dost"
   i HatE GirLz

No comments: