ik pagli mera naam jo ley,
sharmaye b, ghabraye b
galiyun galiyun muj se milney a...ye b,
ghabraye b
raat gaye ghar janey wali gumsum larki raahon main
apni uljhi zulfoon ko suljhaye b, ghabraye b
kon bichar kar phir lautey ga,
raat gaye ghar janey wali gumsum larki raahon main
apni uljhi zulfoon ko suljhaye b, ghabraye b
kon bichar kar phir lautey ga,
kiun awaara phirtey ho?
raaton ko ik chaand muje samjhaye b,
ghabraye b
aney wali rut ka kitna khauf hai uski aankhon mai b
jaaney wala door se haat hilaye b,
aney wali rut ka kitna khauf hai uski aankhon mai b
jaaney wala door se haat hilaye b,
ghabraye b
kia janey woh kon hai Mohsin jis ki khaatir Raaton ko
taiz hawa pani par naqsh banaye b,
kia janey woh kon hai Mohsin jis ki khaatir Raaton ko
taiz hawa pani par naqsh banaye b,
ghabraye b
"2 Ajnabi dost"
wAntEd LArkA
No comments:
Post a Comment