Jun 5, 2010

Mujh Ko Wo GurIyA La Do

Mujh Ko Wo GurIyA La Do



!Mujh Ko Wo Guriya La Do Maa.....!

Mujh Ko Wo Guriya La do, Muje Dar Lagta Hai,

Na Jane Kiu......?Es Bebak Duniya Se,

Ees Be-eman Dunia Se,Es Gangle Main Basne Wale Longon Se,

Un Ki Neeyatoo'n Se, Un Ki Nazroon Se,

Nazroon Mai Basne Wali Wahshatoon Se,Maa>>>!!!

Mujh Ko Wo Giriya Lo do Na......!!!


K Jis K Sang Mian,La-elmi K Aalam MAin,

Kheela Karti Thi, Her Pal JhoomA Karti Thi,

Na-dani K Aalam Main Sang Us K,Uchla Karti Thi,

Be-fikri K Aalam MAin Osko,Chooma Karti Thi,

Naadan Thi Na Acha He Tha, Yun He Uchla KArna,

Hanste Rehna Phir Roo Jana, Roo K Chup Ho Jan,

Phir Kho Jana Acha Tha Na AMMi ......!!!!


Jab Se Guriya Choori Hai,Woo Be-fikri Mian Ne Khoo Di Hai...

Char Su Tanhai Hai,Lo Phir Ankh Meri Bhar Aai Hai,

Rone Ko Ek Kandha Chahun,ApnOo Ka Ek BAndhan Chahun,

Hath Barhaoo'n Tu Koi Apna Chahu'n Sapno Ko Sach Karna Chahu'n

Par MAA....!!!!!!!


Har Taraf Ruswai Hai,

Sun lo Na MAA....          !

Mujh Ko Wo Guriya La Do......!!!!,


MUjhey Phir Se Wese He Jeena Hai,

Wo Guriya K Sang Khelna Hai, Wo Guriya Ka Ghar Sajana Hai,

Woo Jhoom Jhoom K gana Hai,Wo Be-fikri Phir sajani Hia,

Phir Dil Se Muskurana Hai,Khul Kar Shoor Machana Hai,

Sab Ka Sath Pana Hai,

Acha AMMi Wo Guriya Na Sahi Wo PAl He Laa Doo,,


Kab Apna Angan Kalioon'n Se Mahka Karta Tha,

Mera Babul Angna Phooloon Se Mahka KArta Tha,

Ham Yun hi Mahka Karte The, Yaad Hai Na Maa

No comments: