Jan 21, 2010

((WOh Yaadain Mery Bachpan Ki))

((WOh Yaadain Mery Bachpan Ki))




wOh Chirrya ki Cho0o0on Cho0o0on
wOh Barish Ki Rim Jhim�
wOh Eik Pyaara Sa Jho0o0ola
wOh payal ki chan Chan
wOh mehndi ki khushbo0o0o
wOh serdi ki Raatain
wOh chanda Mama sE baatain!


wOh MEELOn ki DOOri�
wOh mery GAo0o0on ki galiYan
wOh hawa sang urrnay ki chahatain
wOh bina bansuri k hi san_snAhatain
Yaad Aati hain mujh kO who baatain Purani
GuzraY hoye lamhOn ki cHandd sughatain begaani!
wOh baatain hOn jin mein,kuch an_ginnat afsanay
wOh gurya ki shadi,who darakhtOn sE Baatain!



"2 Ajnabi dost"
   DonT MaiNd
 

No comments: