Oct 23, 2009

kaha us nay

kaha us nay
mujhay tab waaqai tum say muhabbat thi
kaha main nay
mujhay to aaj bhi tum say muhabbat ha
woh "tab" ki baat karta ha
main "ab" ki baat karti hu'n
magar
jo faasla "tab" aur "ab" kay darmiyaa'n haayal ha
woh hum say to mil kar bhi samaita jaa nahi'n sakta
woh "ab" tak aa nahi'n sakta
main "tab" to paa nahi'n sakti


"2 Ajnabi dost"
03132174713

No comments: