Nov 20, 2011

Chalo khwabun main milte hain,







Chalo khwabun main milte hain,


k neenden baant laite hain,






zamane ki nazar se door ja kar ghoom aate hain,

Nayi duniya basate hain jahan,

Na koi rokne wala,

Na koi tokne wala,

Na koi khoaf duniya ka,

'Na koi dar zamane ka





Jahan barish Mohabbat ki hamen madhosh kar jaye,

Tumhare samne Main hun

' Hamare samne Tum ho'





Chalo iss zindgani main Amr kr lein iss kahani ko,


Tou phir khwabun main milte hain'

\"Mohabbat Oarr laite hain\"












"2 Ajnabi dost"


    ME & YOU

No comments: