Mar 6, 2011

TERE PIYAR K NAAM

TERE PIYAR K NAAM

Meri wafa ka aaj huwa hay

Kitna haseen anjaam

Main ne sari zindagi

Likh di apne piyar k naam

Ek pal bhi ab us ki judai

Sah na sake ga dil dewana

Manzel par aa pounche do dil

Haar gaya hay sara zamana

Mere piyar pe ab koi

De na sake ga ilzaam

Jhum rahi hain shokh fazayeen

Dil ki tamana pouri ho gai

Sari duniya dil se bhula k

An dekhe sapnon k

Kar de gi bechain mujhye

Ab har ane wali shaam

♥AANSOO♥

No comments: