Mar 31, 2011

Ek din maine us se p0cha

Ek din maine us se p0cha..!
Main kahan h0n..?
 
Usne kaha..!
 
Mere dil main,
 
Meri jaan main h0 tum,
 
Meri saans main h0 tum,
 
Meri aas main h0 tum,
 
Mere dil ki dharkn0n main h0 tum,
 
Meri aakhri saans main h0 tum,
 
Phir maine p0cha..!
 
Kahan nahi h0n main....?
 
Usne nazrain jhuka k kaha...!!
 
Bus meri "Qismat" main nahi h0 tum......
 
 
 
 
"2 Ajnabi dost"
[  bAd LucK ]

No comments: