Jan 31, 2011

Phr Se Valentines Day Aa Raha Hai


~~ Phr Se Valentines Day Aa Raha Hai ~~
Yad hai jana . . .

Jb vAlentine day tha
hamari zindgi mea bahar laya tha
tm ne apni sachi mohabbat ka izhar kia tha
mere dil ko naye jazbon se ser-sar kia tha
naye naye wady thy
naye naye irady thy
tm ne hamesa meri valentine rehne ka wada kia tha
aj tm mere sath nahi ho
mujhe tmhara wada yad aa raha hai
phr se valentines day aa raha hai . . .


"2 Ajnabi dost"
rOmAnTic KiLLEr

No comments: