Apr 22, 2010

Tu ne ZULFFON ko

Chashm-e-Saqi ne ye kia khel recha rakha hai
Koi "ZAHID" koi Mey-khar bna rakha hai

Jo phansa phir na kabhi us ne rehai mangi
Teri Zulfoon ne ajab jaal bicha rakha hai

Hussn ho,Ishq ho dono ka asar yaksaan hai
Chez hay 1 magar Naam juda rakha hai

Sar se dhalti hain to shano pa bikhar jati hain
Tu ne ZULFFON ko bara sar pa charra rakha hai

Teri makhmoor Nigahon se hai Ronak sari
Warna "SAQI" tere My-Khaney mein kya rakha hai.....



[JiNNU RidEr]
03132174713

No comments: