[ ik bheega h0wa AanchaL ]
Typed b¥ : jiNNU ridEr
ik aanchal se baandha he sab kuch
ik tasveer .......
Aur tasveer per bheegay h0nt
ik sandal ki unaabi Pencil
ik be-rabt sa ukhrra h0wa khatt
aik adad Card .!!
( jisko chooney se teri yaad chali aati he )
aur us Card main rakhi h0wi ikloti PaLak
jis se maan0s duaa'0n ki mehek aati he
kisi Gumnaam se Shayir ka adhura misraa
ik paazaib se bichrra h0wa ujla m0ti
ik murjhaayi h0wi zard chambeli ki kali
( jismain ab bhi teri zulfo'n ke bhanwar parrtay hain )
aik boseedaa Questi0n Paper
( jis ke Koney pe likha naam abhi tazaa he )
sharbati kaanch ki t0oti h0wi naazuk choorri
ik toota h0wa sa halka gulaabi naakhun
aik gadlaa se Tissue paper bhi
jis pe mehkay h0we ashkon ke nishaan zinda hain
yahi dolat he,
yahi kuch he assasaa mera
aik aanchal se baandha he sab kuch
hasrato'n ,
siskiy0'n ,
aah0'n main simtta aanchal
teri khushbu ,mere ashk0'n main liptta aanchal
ik aanchal se baandha he sab kuch
aik bheegey h0we aanchal se baandha he sab kuch . . . /

"2 Ajnabi dost"
[ tiMe pASs ]
No comments:
Post a Comment