Aug 3, 2010

Woh Akhrii Shaam

~*~ Woh Akhrii Shaam ~*~
Naee ruton ke safar main
Tumhain ijazat hay bhool jana
Hazaar salon pay sabt chahat ki puri tareekh bhool jana
Mager meri jaan...!!!
Sarab mazi ke khawab Aalood roz-o-shab ki wo shaam...
Yaad rakhna
Jab mujhe tum ne yeh kaha tha..
K chandni dekho to sarsarati hawa k dil pe meri tamana k naam
Koi peaam likhna
Wo aakhiri shaam yaad rakhna
Teri nigahon se jab mein apni nigah chura k
Palat raha tha
To tum ne kuch bhi nahin kaha tha,,,
Mager hawa main nami achanak hi bardh gaie thi...!!


"2 Ajnabi dost"
WantEd LArKA

No comments: