[ LarkA LarKi ]
Ek Tha LarkA. . . ./
Ek Thi LarKi. . ./
Dono Ka Ye Afsana Tha . . .
LarKi Is Qadar Use Chahti Thi. . . .
Larka Pyar Main Deewana Tha . . .
Pyar K Us Main Deep Jalai. . . . . . . . /
Larki Us Mehal main Aaiii. . .!!!!
Pyar K Rangeen Phool Sajaye. . . . . /
Bhatka Hua Rahi Tha LarkA
LarKi Ne Raste Dikhaye. . . . . ./
Dhang Muhbat k Sikhaye. . .
Jeene K andaaz Sikhaye. . . . /
Ho Gai Apne Se Begaani. . . .
Pyar se Lekin Munnh Na Morra. . . /
kya kya Guzri Us k Dil Pe. . .
LarKe ka dil Na Torra. . . . /
Usne kisi ki ek Na MAani. . .
Lekin Ek Din Toofan Aaya . . . ./
Apne sath Tabahi Lya. . .
Badal Garja bijli Karki. . . ./
Har Janib Ek Aag Si Dekhi . . .
Cheen Ke Le Gai Sari Khushiyan . . ./
Peeki Parh gai Sab Rangeeniyan. . .
Do Kaliyan jal Gai . . . . /
Sooni Hogai Bhag Ki Kaliyaan. . . .
continued. . . . . /
No comments:
Post a Comment