Apr 16, 2010

AB Kaise Chahian




Ab kisey chahain

Kisey dhundha karain ?
woh bi aakhir mill gaya ab kia karain ?

Halki halki barishain hoti rehin
hum bi phuolon ki tarha bigah karain

aankh mundhey ous gulabi dhuop mein
dair talak ousey socha karain

DIL

MUHABAT

DEIN

DUNIA

SHAIREY

har darichey se tujhe dekha karain
Ghar naya
Kaprey neiy
Bartan neiey
Inn puraney kagzoon ka kia karain ?
Ab keisey chahain
Kiesey dhundha karain ?
Woh bi aakhir mill gaya
AB KIA KARAIN ?



"2 Ajnabi dost" 

No comments: