Mein ne chaha k
Aisa tohfah teri nazer karoon
Jisay tu umar bhar yaad rakhay
Phir ik lamhay ki sooch ne
Mere haath buland kiye
Kuch lafzoon k phool ,duaoon k panchi
Dil ki gehraiyon sey azad kiye K..
Anay waley mosamoon mein
Gham ki ghatayein tere kareeb na ayein
Teri ankhoon k diye sadaa chamkain
Khuda tera daman
Hamesha masratoon sey ham-k-nar karey
Kabhi jot u zindagi ki karih dhoop mein
Dhalti umar ki sham mein
Palut ker dakhay tu�
Buhat si khush rung yaadein
Gulaab lamhoon ki dil-faraib batein
Beetay lamhoon ki chandni
Tere dil ko beh-laye
Tu guzray lamhoon sey pyar karey
TuKhuda-e-azal
Teri umar daraaz karey��!
Aisa tohfah teri nazer karoon
Jisay tu umar bhar yaad rakhay
Phir ik lamhay ki sooch ne
Mere haath buland kiye
Kuch lafzoon k phool ,duaoon k panchi
Dil ki gehraiyon sey azad kiye K..
Anay waley mosamoon mein
Gham ki ghatayein tere kareeb na ayein
Teri ankhoon k diye sadaa chamkain
Khuda tera daman
Hamesha masratoon sey ham-k-nar karey
Kabhi jot u zindagi ki karih dhoop mein
Dhalti umar ki sham mein
Palut ker dakhay tu�
Buhat si khush rung yaadein
Gulaab lamhoon ki dil-faraib batein
Beetay lamhoon ki chandni
Tere dil ko beh-laye
Tu guzray lamhoon sey pyar karey
TuKhuda-e-azal
Teri umar daraaz karey��!
"2 Ajnabi dost"
GurIyA kILLEr
No comments:
Post a Comment