Dec 30, 2009

*.*.*. -*. Tum bin.*.*.*.*

*.*.*. -*. Tum bin.*.*.*.*



















Mujhay acha nahi lagta

Tumharay hontoo say

kisi or ka zikar

tumharay sath kisi or ka Wajood

Tumhari Ankhon Main

kisi or kai liya pyar

Mujhay acha nahi lagta

Jab tum hastay hoay

Mahfil main char so nazar doratay ho

lamha bhar kai liye hi sahi

Kisi or ko dekho to

Mujhay acha nahi lagta

Jab tumhari batoan main

sab kuch hota hai

Or main nahi hota...

to Mujhay acha nahi lagta...!!



"2 Ajnabi dost"

 sAzA-E-mout

No comments: