Dec 29, 2009

Sung e mar mar se Trasha hoa ya Shokh badan..........







Sung e mar mar se Trasha hoa ya Shokh badan..........
itna dilkash hay k Apnane ko g chahta hy.......

Shurk Honton se jalaakti hy wo rangeen Sharab....
Jis ko pi pi k behek jane ko g chahta hay...............

Narm sine main Dharakte hain wo Tufan.......
Jin Ki lehroon mian Utar jane ko g chahta hay.......

Kia Rishta hay kab se hay ye maloom nahi........
Lekin is husn pe mar jane ko ji chahta hay.......

Tere daman ko koi or na cho paey..........
tujh ko cho k ye kasam khane ko g chahta hay.........

nor hi nor chalakta hay Haseen chere pe...........
Bas sajde main gir jane ko g chahta hay...........



"2 Ajnabi dosT
 ME & YOU

No comments: