Dec 24, 2009

Dulhan Tumhen Banane Ko Dil Kiya . . . . . /

Dulhan Tumhen Banane Ko Dil Kiya . . . . . /








Dulhan Tumhen Banane Ko Dil Kiya
tumhare gum ko dekh tumhen apanne ko dil kiya
tujhko dulhan apani banane ko dil kiya
tha ab talak mere jeevan main gum ka andhiyara
teri muhbbat ke chirag jalane ko dil kiya
teri khushboo hi ajab hai ye phoolon ki malika
tujhe lakar apana aagan mahkane ko dil kiya
teri aankhon main dekhi ajab masti pyar ki
sayad tabhi us mai doob jane ko dil kiya
maine tumhen dene thi jamane ki saari khushiyan
is liye tumhen jamane se churane ko dil kiya
tum ko banakar dil ka aaina jab main huwa rubaru
apani har khushi har gum sunane ko dil kiya
tumhare gum ko dekh tumhen apanane ko dil kiya

"2 Ajnabi dost"

sAzA-E-MouT

No comments: