"LARKAY BAHADUR NAHI HOTY"
Larkay bahadur nahi hoty
Bazahir karial or mazboot nazar anay walay larkay
Bahadur nahi hoty
K yeahi karial or mazboot
Jab jazboo kay bundhan main bundhty hain
Tu bohat kamzoor bun kay reh jaty hain
Sut k dhagay ki taraha
Or sanoo ki door ki maneend
Larkay bahadur nahi hoty
K kisi nazuk si larki ka lagaya
Bewafayi ka halka sa ghaou bhi
In ki jaan lenay ko kafi hota hai
Or judayi ka mamoli sa sadma bhi
Under se inhay tur deta hai
K koi kirchi salamat nahi reh jati
Or phir apni is halat pay
Wo khol k roo bi nahi sakty
K in ka karial or mazboot honay ka ghamand
Inhay is se rookta hai
Larkay bahadur nahi hoty
Bazahir karial or mazboot nazar anay walay larkay
Under se bohat kamzoor hoty hain

No comments:
Post a Comment