FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Nov 30, 2009
jab Main Gher sey nikal raha tha
dedicate To GuRiYAa
jab Main Gher sey nikal raha tha
chalte chalte
merey seeney sey hat'tey pal
Dheerey sey ik sarghoshi main
Usney Kaha Tha....
Dekhain,
Cahahey kuch bhi hojaye
Rooz mujhe RING kijiyega
Phir jb uskey Haath or nazrain meri TiE per thi
Kehney Lagi....
Aap nahi hotey hain to bilkul Akeeli hojatin hon Chorr nahi saktey Yeh BUSINESS!
Aap mujhe Q tarrpatey hain
Acha dekhain yon kertay hain
Aik din khat aur aik din Phone....
Mainey Osko Boosa de ker
Usey Kaha Tha
Ab Key Chahey Kuch hojaye..
Khat likhounga Phone karounga
Haaye! Lekin Khud sar'fitrat
aur kuch aur karobaar ke jhanjhat
Na to usko phone kya tha
aur Na hi koi Messege naa hi Card
Ab jo gher ko laut raha Hon
sooch raha hon
tanhayi k Yeh do Haftey
Usper Sadiyon jese Hongey
Lekin yeh bhi janta hey dil
usko Be'hadd shikwey honge
tarrpi hogi
Chupp ker takiye mai raaton ko rooyi hogi
Khafa khafa si
Lekin....!
Gher main dakhil hokar
main uskey maathay per ik Boosa Dounga
un Hoonto per Hoont rakhounga
Aur kahonga....
Yar mujhey Tum Yaad Aayi Thi
Lamhey lamhe mai so baar..
Bus itna hi kehna Hoga....
Aur woh pagli apna sab kuch sonp kar Mujhko Mere seene se lag jayegi phir jab uska haath or nazrain Dono mere seene k baalon per hongey (woh seene jo un Ashkon se bheega Hoga)
sargoshshi mai mujhse kahegi
Aap bhaley ab kuch b karlain hargiz ab na janey Dongi
Sachi app to boht bure hain
bhot bure Hain....... Bhot bure Hain...........
"2 Ajnabi dost"
LovE's PaiN
~* MUJHY TUM YAAD AATY HO *~
~* MUJHY TUM YAAD AATY HO *~
Muqaddar ke sitaroo per
Zamaano ke ishaaroo per
Udaasi ke kinaaroo per
Kabhi weeraan shehroon mein
Kabhi sunsaan rastoon per
Kabhi hairaan aankhoon mein
Kabhi be-jaan lamhoon per
Mujhe tum yaad aate ho..!
Suhaani shaam ho koi
Kaheen badnaam ho koi
Bhale gulfaam ho koi
Kisi ke naam ho koi
Mujhe tum yaad aate ho..!
Kaheen baarish baras jaaye
Kaheen sehra taras jaaye
Kaheen kaali ghatta utray
Kaheen baad-e-saba thehray
Tumhare aur mere darmeyaan
aa kar Khuda thehray
To, meri zindagi ke
awwal-o-aakhir
Khuda ke baad aatay ho
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Mujhe tum yaad aate ho..!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is In My LIfE
Iss Eid Per....
~* Dua K Phool*~
Iss Eid Per....
Boht Socha..!
Kaun Sa Tohfa....
Tumhari Nazr Karon.....?
Kuch Soch K Haath,,,
Buland Kiye..!!
Boht Si Duaaon K Phool
Tumhari Nazr Kiye...!!
"2 Ajnabi dost"
No One iS iN mY LifE
Labels:
Eid
sab tumhraay liye.
~* Sab Tumhary LiYe *~
jane jan yeh jhan
yeh zameen aasman
yeh meray raat din
khaak hain tery bin
yeh meri zindaage
dosti dushmani
raastay wastaay
sab tumharay liye
tum jo daaikho to meray
shab o roz ko..!!
koi matlab mily
tum jo pochoo to meray
har aik haarf ko..!!
koi rutba milay..
koi mansb milay..
tum jo socho meray wstaay kuch bhi
tum aagaar mujh ko ik din
aawaz do...
main jahan par hoon
lout aaon ga
yeh meri jism o jaan
meray shair o sukhan
meri ibaadtian...
meri taanhayan...
meri hr aarzoo...
meri mayosiaan...
ab tumharay liye
sab tumhraay liye.
"2 Ajnabi dost"
No OnE iS iN mY LifE
Nov 29, 2009
Haath Chorr Detay Hn...!!!
~* Saath *~
Andhiyon K mosam mein
Lafz K saharay bhi...
Saath Chorr deaty Hn...
Aisy Morr Pr Aa Kr.....
Zindagi Se Pyare bhi
Haath Chorr Detay Hn...!!!
"2 Ajnabi dost"
LovE's PaiN
~* MUKAMAL *~
~* MUKAMAL *~
Muhabbat..!
Hijar..!
Nafrat..!
Sab Mill Chukay Hain
Mujhay,,,,
Main Ab
Takreeban
Mukammal Ho chuka hon..!
"2 Ajnabi dost"
LovE's Pain
Lagi Bethi V=E=E=R=A=A=N=I
~* TUM *~
Dil ki
Dahleez se
Lagi Bethi V=E=E=R=A=A=N=I
Aur
Veeraani ki
Dahleez se
Lagi Bethi J=U=D=A=A=I=
Aur
Judaai ki Dahleez se
Lagi Bethi M=U=H=A=B=B=A=T
Aur
Muhabbat ki
Dahleez se
Lagi Bethi K=A=A=E=N=A=A=T
Aur
Meri KAAENAAT
= T=U=M=
"2 Ajnabi dost"
LovE's Pain
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar...
Aye IshQ Na Chhed Aa Aa Ke Hamein,
Hum Bhule Huwon Ko Yaad Na Kar,
Pehle Hi Bahut Nashaad Hai Hum,
Tu Aur Hamein Nashaad Na Kar,
Qismat Ka Sitam Hi Kam Nahi Kuch,
Ye Taaza Sitam Ijaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Jis Dinse Mile Hai Dono Ka
Sab Chain Gaya Aaram Gaya,
Chehron Se Bahar-E-Subah Gayi,
Aankhon Se Farog-E-Shaam Gaya,
Hathonse Khushi Ka Jaam Chhuta,
Hothonse Hansi Ka Naam Gaya,
Gamgeen Na Bana Naashaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Raaton Ko Uth Uth Rote Hai,
Ro Ro Kar Duwayein Karte Hai,
Aankhon Mein Tasavvur Dil Mein Khalish,
Sar Dhunate Hai Aahein Bharte Hai,
Aye IshQ Ye Kaisa Rog Laga,
Jeete Hai Na Zaalim Marte Hai,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Ye Rog Laga Hai Jab Se Hamein,
Ranjeeda Hun Main Beemar Hai Wo,
Har WaQt Tapish Har WaQt Khalish,
Be-Khwaab Hun Main Bedaar Hai Wo,
Jeene Se Idhar Bezaar Hoon Main,
Maranbe Pe Udhar Taiyar Hai Wo,
Aur Zabt Kahe Fariyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Bedard Zara Insaaf To Kar,
Is Umr Mein Aur Magmoon Hai Wo,
Phoolon Ki Tarah Nazuk Hai Abhi,
Taaron Ki Tarah Masoom Hai Wo,
Ye Husn Sitam Ye Ranj Gazab,
Majboor Hoon Main Mazlum Hai Wo,
Mazlum Pe Yun Bedaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Aye IshQ Khuda Raa Dekh Kahin,
Wo Shokh Haseen Badnaam Na Ho,
Wo Maah-E-LaQaa Badnaam Na Ho,
Wo Zohra-Jabeen Badnaam Na Ho,
Naamuus Ka Usko Paas Rahe,
Wo Parda-Nasheen Badnaam Na Ho,
Us Parda-Nasheen Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Ummid Ki Jhuthi Jannat Ki,
Reh Reh Ke Na Dikha Khwab Hamein,
Aayinda Ke Farzi Ishrat Ke,
Waade Se Na Kar Betaab Hamein,
Kehata Hai Zamana Jis Ko Khushi,
Aati Hai Nazar Kaamyab Hamein,
Chhod Aisi Khushi Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Do Din Hi Mein Ahad-E-Tifali Ke
Masoom Zamane Bhul Gaye,
Aankhon Se Wo Khushiyaan Mit Si Gayi,
Lab Ke Wo Tarane Bhool Gaye,
Un Paak Bahishti Khwabon Ke,
Dilchasp Fasane Bhool Gaye,
Un Khwabon Se Yun Azaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Aankhon Ko Ye Kya Aazaar Hua,
Har Jazb-E-Nihaan Par Ro Dena,
Aahang-E-Tarab Pe Jhuk Jaana,
Aawaz-E-Fugaan Par Ro Dena,
Parbat Ki Sada Par Ro Dena,
Mutrib Ke Bayan Par Ro Dena,
Ehsaas Ko Gam Buniyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Jee Chahta Hai Ek Dusre Ko
Yun Aath Peher Hum Karein,
Aankhon Mein Basaye Khwabon Ko,
Aur Dilko Khayal Abaad Karein,
Khilvat Mein Bhi Jo Jalvat Ka Samaan,
Wahadat Ko Dui Se Shaad Karein,
Ye Aarzuyein Ijaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Wo Raaz Hai Ye Gam Aah Jise,
Paa Jaye Koi To Khair Nahi,
Aankhonse Jab Aansu Behte Hai,
Aa Jaye Koi To Khair Nahi,
Zaalim Hai Ye Duniya Dilko
Yahan Bhaa Jaye Koi Khair Nahi,
Hai Zulm Magar Fariyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Duniya Ka Tamasha Dekh Liya,
Gamgeen Si Hai Betaab Si Hai,
Ummid Yahan Ek Waham Si Hai,
Taskeen Yahan Ek Khwaab Si Hai,
Duniya Mein Khushi Ka Naam Nahi,
Duniya Mein Khushi Nayaab Si Hai,
Duniya Mein Khushi Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar...
"2 Ajnabi dost"
lovE's Pain
Hum Bhule Huwon Ko Yaad Na Kar,
Pehle Hi Bahut Nashaad Hai Hum,
Tu Aur Hamein Nashaad Na Kar,
Qismat Ka Sitam Hi Kam Nahi Kuch,
Ye Taaza Sitam Ijaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Jis Dinse Mile Hai Dono Ka
Sab Chain Gaya Aaram Gaya,
Chehron Se Bahar-E-Subah Gayi,
Aankhon Se Farog-E-Shaam Gaya,
Hathonse Khushi Ka Jaam Chhuta,
Hothonse Hansi Ka Naam Gaya,
Gamgeen Na Bana Naashaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Raaton Ko Uth Uth Rote Hai,
Ro Ro Kar Duwayein Karte Hai,
Aankhon Mein Tasavvur Dil Mein Khalish,
Sar Dhunate Hai Aahein Bharte Hai,
Aye IshQ Ye Kaisa Rog Laga,
Jeete Hai Na Zaalim Marte Hai,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Ye Rog Laga Hai Jab Se Hamein,
Ranjeeda Hun Main Beemar Hai Wo,
Har WaQt Tapish Har WaQt Khalish,
Be-Khwaab Hun Main Bedaar Hai Wo,
Jeene Se Idhar Bezaar Hoon Main,
Maranbe Pe Udhar Taiyar Hai Wo,
Aur Zabt Kahe Fariyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Bedard Zara Insaaf To Kar,
Is Umr Mein Aur Magmoon Hai Wo,
Phoolon Ki Tarah Nazuk Hai Abhi,
Taaron Ki Tarah Masoom Hai Wo,
Ye Husn Sitam Ye Ranj Gazab,
Majboor Hoon Main Mazlum Hai Wo,
Mazlum Pe Yun Bedaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Aye IshQ Khuda Raa Dekh Kahin,
Wo Shokh Haseen Badnaam Na Ho,
Wo Maah-E-LaQaa Badnaam Na Ho,
Wo Zohra-Jabeen Badnaam Na Ho,
Naamuus Ka Usko Paas Rahe,
Wo Parda-Nasheen Badnaam Na Ho,
Us Parda-Nasheen Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Ummid Ki Jhuthi Jannat Ki,
Reh Reh Ke Na Dikha Khwab Hamein,
Aayinda Ke Farzi Ishrat Ke,
Waade Se Na Kar Betaab Hamein,
Kehata Hai Zamana Jis Ko Khushi,
Aati Hai Nazar Kaamyab Hamein,
Chhod Aisi Khushi Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Do Din Hi Mein Ahad-E-Tifali Ke
Masoom Zamane Bhul Gaye,
Aankhon Se Wo Khushiyaan Mit Si Gayi,
Lab Ke Wo Tarane Bhool Gaye,
Un Paak Bahishti Khwabon Ke,
Dilchasp Fasane Bhool Gaye,
Un Khwabon Se Yun Azaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Aankhon Ko Ye Kya Aazaar Hua,
Har Jazb-E-Nihaan Par Ro Dena,
Aahang-E-Tarab Pe Jhuk Jaana,
Aawaz-E-Fugaan Par Ro Dena,
Parbat Ki Sada Par Ro Dena,
Mutrib Ke Bayan Par Ro Dena,
Ehsaas Ko Gam Buniyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Jee Chahta Hai Ek Dusre Ko
Yun Aath Peher Hum Karein,
Aankhon Mein Basaye Khwabon Ko,
Aur Dilko Khayal Abaad Karein,
Khilvat Mein Bhi Jo Jalvat Ka Samaan,
Wahadat Ko Dui Se Shaad Karein,
Ye Aarzuyein Ijaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Wo Raaz Hai Ye Gam Aah Jise,
Paa Jaye Koi To Khair Nahi,
Aankhonse Jab Aansu Behte Hai,
Aa Jaye Koi To Khair Nahi,
Zaalim Hai Ye Duniya Dilko
Yahan Bhaa Jaye Koi Khair Nahi,
Hai Zulm Magar Fariyaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar,
Duniya Ka Tamasha Dekh Liya,
Gamgeen Si Hai Betaab Si Hai,
Ummid Yahan Ek Waham Si Hai,
Taskeen Yahan Ek Khwaab Si Hai,
Duniya Mein Khushi Ka Naam Nahi,
Duniya Mein Khushi Nayaab Si Hai,
Duniya Mein Khushi Ko Yaad Na Kar,
Aye IshQ Hamein Barbaad Na Kar...
"2 Ajnabi dost"
lovE's Pain
''Aisi hi sard shaam thi wo bhi''
''Aisi hi sard shaam thi wo bhi''
aisi hi sard shaam thi wo bhi,
jab wo mehndi rachaaye hathon main
surkh aanchal main moonh chupaaye huay
apnay khat mujh se lainay aai thi
us ki sehmi hui aankhon main kitni khaamosh iltijaayen thin!
us ke chehray ki zard rangat main kitni majboorion ke saaye the!
meray hathon se khat pakarte hi
jaane kia soch ker achaanak wo
mera shaana paker ke roi thi
us ke yaqoot rang honton ke,kapkapaatay hoye kinaron per
sabt beetay huay zamaanay the,
sainkron un kahay fasaanai thae,
sard shaamon main aaj bhi akser
us ki rukhsat ka be sada manzer,meri aankhon main jhilmilaata hai
aik lamha hinaai hathon se mujhay apni taraf bulata hai
''Aisi hi sard shaam thi wo bhi''
"2 Ajnabi dost"
No ONE Is In My LifE
aisi hi sard shaam thi wo bhi,
jab wo mehndi rachaaye hathon main
surkh aanchal main moonh chupaaye huay
apnay khat mujh se lainay aai thi
us ki sehmi hui aankhon main kitni khaamosh iltijaayen thin!
us ke chehray ki zard rangat main kitni majboorion ke saaye the!
meray hathon se khat pakarte hi
jaane kia soch ker achaanak wo
mera shaana paker ke roi thi
us ke yaqoot rang honton ke,kapkapaatay hoye kinaron per
sabt beetay huay zamaanay the,
sainkron un kahay fasaanai thae,
sard shaamon main aaj bhi akser
us ki rukhsat ka be sada manzer,meri aankhon main jhilmilaata hai
aik lamha hinaai hathon se mujhay apni taraf bulata hai
''Aisi hi sard shaam thi wo bhi''
"2 Ajnabi dost"
No ONE Is In My LifE
~* Saath *~
~* Saath *~
Andhiyon K mosam mein
Lafz K saharay bhi...
Saath Chorr deaty Hn...
Aisy Morr Pr Aa Kr.....
Zindagi Se Pyare bhi
Haath Chorr Detay Hn...!!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is In My LiFE
~* Neend Ki Devi *~
~* Neend Ki Devi *~
Dil Ki Kitaab..
Saada hay,,
Likhna Chahta Hun uss per
Afsana teri Qurbat Ka...
Kahani teri Chahat ki,,,
Palkon ki Chaader
Bhi Jhuk Gayi...
Kahin Chandni Bhi
Chatak Gayi...
Teray
Gaisoon Ki Khushbu mein,,
Kuch dair Sona Chahta Hun
Lekin....
Uss Aanch ki Hidat sy
Jo teray Badan mein
Paata Hun....
Kirchi Kirchi Ho Jata Hun
Phir....
Neend Ki Devi aati Hay
Main thodi Dair...
Jhijhakta Hun
Aur.....
Pal Bhar mein
so Jata Hun....!!
Saada hay,,
Likhna Chahta Hun uss per
Afsana teri Qurbat Ka...
Kahani teri Chahat ki,,,
Palkon ki Chaader
Bhi Jhuk Gayi...
Kahin Chandni Bhi
Chatak Gayi...
Teray
Gaisoon Ki Khushbu mein,,
Kuch dair Sona Chahta Hun
Lekin....
Uss Aanch ki Hidat sy
Jo teray Badan mein
Paata Hun....
Kirchi Kirchi Ho Jata Hun
Phir....
Neend Ki Devi aati Hay
Main thodi Dair...
Jhijhakta Hun
Aur.....
Pal Bhar mein
so Jata Hun....!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is in my Life
~* Main,,Dil,,Aur TUM*~
~* Main,,Dil,,Aur TUM*~
Aik tum...
Aik dil...
Aik main .....
aur mohabbat....
Gham se khali nahi
jism ka kona koi,,,,
Hum rahen na rahen
hum pe mat rona koi...!!
:"2 Ajnabi Dost":
No One Is In My LifE
~* Mosam*~
~* Mosam*~
Tumharey sath yey mosam
baharon jaisa hai...
tumharey bad yey mosam
bohat rullaey ga..!!
:"2 Ajnabi dost":
nO One is iN My Life
~* Soda *~
~* Soda *~
Tum jo chaho to..
hum aaj bhi
apni saansoan ka her sur
tumhein sonp dein
sirf
beeti hui
chahatoan ke Aiwaz!!!
:"2 Ajnabi dost":
No oNE iS iN mY Life
WO EK LARKI.... WO MERE JAISI
WO EK LARKI.... WO MERE JAISI
WO EK LARKI . . .
WO MERE JAISI
UDAAS LOGO KI BUSTIYO MAI
WO TITLIYO KO TALASH KARTI
WO EK LARKI . . .
WO GOL CHEHRA,
WO KAALI AANKAIN
JO KARTI REHTI HAZAAR BAATAIN
MIZAAJ SAADA,,, WO DIL KI ACHI
WO EK LARKI . . .
SAARI BATAIN WO DIL KI MAANAY
WOHI KARAY WO, JO DIL MAI TAANAY
KOYI NA JANAY,,
KYA OS KI MARZI
WO EK LARKI . . .
MOHABBATO KA JO FALSAFA HAI
WO JANTI HAI,,, OSAY PATA HAI
WO PHIR BI REHTI DARI DARI SI
WO EK LARKI . . .
WO JHOOTAY LOGO KO SACHA SAMJAY
WO SARI DUNYA KO ACHA SAMJHAY
WOH KITNI SAADI,,, WO KITNI PAGLI
WO EK LARKI . . .
"2 Ajnabi Dost"
No One Is In My Life
~*Aankh Ka Kajal*~
~*Aankh Ka Kajal*~
Koi Chupke Chupke kehta hai...
Koi geet likho meri ankhon per...
Koi sher kaho meri baton per...
In khushbo jese lafzon per...
Chup Chap mein sunta rehta hoo...
Phir us ki jheel si ankhon per..
Eik taza ghazal kehdeta hoo,,,
Or us k phool si baton per,,
Eik geet naya likh deta hoo
Yeh geet ghazal yeh sher mery,,
Sub uske husun k sur to hain,,
Sub uske roop ka darshan hain
Sub uski ankh ka kajal hain...
"2 Ajnabi dost"
LOVE's PaIn
^^ Mera SaaJan ^^
^^ Mera SaaJan ^^
main sahil aur neela pani
teeno achay sathi hain
ek din thandi rayt per tanha
dekh k mujh ko lahrain bolien
iss neelay pani k ander
jitnay moti Hn sab chun lo
mann ko khushio say tum bher lo
yeh pagli lahrain kya janain
seep aur moti,sona chandi
MERAY SAJAN JAISAY KAB HAIN;;>
"2 Ajnabi doSt"
LOVE's PAiN
Nov 28, 2009
HAPPY EID MUBARAK
ASSALAM O ALAIKUM
TO ALL MEMBERS
HAPPY EID MUBARAK
Ayaaa He Khushbuoon Ka Salam Eid par
Eid Card He Tera Ek Peghaam Eid Par
Rangon , Khushiyon , Umangon Se Arasta
Us Ne Bheja He Tohfa Mere Naam Eid Par
Us Ne Bheeje Hian Chahat Me Lipte Hue
Phuul , Khushboo , Hina K Pegham Eid Per
Bahami Ranjishon Ko Bhula Kar Dost
Aao hum Bhi Sajain Dar-O-Baam Eid Per
Titilyon K Paron Par Likhe The JO Lafz
Layee Mere Lye Ye haseen Pegham Eid Per
"2 Ajnabi dost"
03132174713
TO ALL MEMBERS
HAPPY EID MUBARAK
Ayaaa He Khushbuoon Ka Salam Eid par
Eid Card He Tera Ek Peghaam Eid Par
Rangon , Khushiyon , Umangon Se Arasta
Us Ne Bheja He Tohfa Mere Naam Eid Par
Us Ne Bheeje Hian Chahat Me Lipte Hue
Phuul , Khushboo , Hina K Pegham Eid Per
Bahami Ranjishon Ko Bhula Kar Dost
Aao hum Bhi Sajain Dar-O-Baam Eid Per
Titilyon K Paron Par Likhe The JO Lafz
Layee Mere Lye Ye haseen Pegham Eid Per
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Labels:
Eid
~~~mEri passand~~~
Eid raAt specil!
mAhi aaj eid hai<-------------!!
Guriya main nay Ghar kay sarey mausam
sab devaarain
sarey parday
yaadoN SAY RANg dalay hai
Guriya tum aaoN GAY
HAR Bagechay
har ek ghooshay ko
apney rang main dooba hua mehsoos karo gey
Gur|ya aa jaoN NA
Aaj Eid hai
aa bhi jaoN
mAhi_________________!!
Eid raAt specil!
mAhi aaj eid hai<-------------!!
Guriya main nay Ghar kay sarey mausam
sab devaarain
sarey parday
yaadoN SAY RANg dalay hai
Guriya tum aaoN GAY
HAR Bagechay
har ek ghooshay ko
apney rang main dooba hua mehsoos karo gey
Gur|ya aa jaoN NA
Aaj Eid hai
aa bhi jaoN
mAhi_________________!!
"2 Ajnabi dost"
lOVE's PaiN
Labels:
Eid
Ab ke Phir Eid Ka Din Aa Puhncha hai
Ab ke Phir Eid Ka Din Aa Puhncha hai
Neelay Akash Pe nikla hai abhi eid ka chand
Bakhat Waloon ke Liye Eid Ka Sandes Liye
bhujti ankhoon ke liye deed ka sandes liye
Saray chehroon se thakan door hoi jati hai
hijer waloon ki chuban door hoi jati hai
Neelay Akash Pe nikla hai abhi eid ka chand
Bakhat Waloon ke Liye Eid Ka Sandes Liye
bhujti ankhoon ke liye deed ka sandes liye
Saray chehroon se thakan door hoi jati hai
hijer waloon ki chuban door hoi jati hai
chand nikla hai shab-e-wasl ka sandes liye
kehkashan bakhat musafir ke paltnay ki naveed
her Kiran hath main thamay ayee
Chand nikla hai…
mager hasrat se…
kehkashan bakhat musafir ke paltnay ki naveed
her Kiran hath main thamay ayee
Chand nikla hai…
mager hasrat se…
Chand ki simat meri ankhien taki jati hain
chand akash se takta hai mager…Ankh chura laita hai
meri ankhoon ki nami aur sawaloon ki chuban
us se dekhi nahi jati shayad
meri go-yaee maira sath nahi de pati
chand akash se takta hai mager…Ankh chura laita hai
meri ankhoon ki nami aur sawaloon ki chuban
us se dekhi nahi jati shayad
meri go-yaee maira sath nahi de pati
ke main us se teri babat pochoon
Us se pochoon ke bata mairay muqadar ke najoom
Kin andheeroon main hoye toot ke reeza reeza
Chand Ankhoon Ko chura Ker mujhe se
Janne kion tall raha hai yeah sawal
Us se pochoon ke bata mairay muqadar ke najoom
Kin andheeroon main hoye toot ke reeza reeza
Chand Ankhoon Ko chura Ker mujhe se
Janne kion tall raha hai yeah sawal
kia mairay bakhat main ab ke bhi nahi
Eid Ka Lamha…Wasaal….
Kiya Palat ker nahi aye ga wo jannay wala???
Kia Meri Eid Faqat Ab ke bhi…
ik Aur naya din ho gi????
Eid Ka Lamha…Wasaal….
Kiya Palat ker nahi aye ga wo jannay wala???
Kia Meri Eid Faqat Ab ke bhi…
ik Aur naya din ho gi????
din bhi aisa jo Qayamat Sa ghuzarta hai sada
Durd ke rang meri ankhoon main jo bharta hai Sada
ba-kali, durd, jalan, aur sulagti Yadien
Durd ko aur jaga detien hain
Karab ko aur bharha detien hain
Durd ke rang meri ankhoon main jo bharta hai Sada
ba-kali, durd, jalan, aur sulagti Yadien
Durd ko aur jaga detien hain
Karab ko aur bharha detien hain
Meri be-rang hatheeli pe Dua ki titli
Akhri Saans ki hud per puhnchi
Meri umeed ke saray jugnu
bhujti ankhoon main bhujhay jatay hain
Hont hansnay ke huner se Aari
Dil dharknay ki Riwayat Se Juda
Akhri Saans ki hud per puhnchi
Meri umeed ke saray jugnu
bhujti ankhoon main bhujhay jatay hain
Hont hansnay ke huner se Aari
Dil dharknay ki Riwayat Se Juda
Ankh se khawab alag
mar gaye harf-e-dua
toti sansoon ke hontoon per
Faqat Sard See …Aaah
Dobtay dil se bikherti See Sada Ati hai
mar gaye harf-e-dua
toti sansoon ke hontoon per
Faqat Sard See …Aaah
Dobtay dil se bikherti See Sada Ati hai
Kash…. Aye Kash…. Ke yeah eid Ka Chand
apnay hathoon yeah sandes deta
mujh se kehta ke huwa hijer tamam
Aye mairay chand teri Eid ki shab mairay naam
Ab Faqat mairay naam
apnay hathoon yeah sandes deta
mujh se kehta ke huwa hijer tamam
Aye mairay chand teri Eid ki shab mairay naam
Ab Faqat mairay naam
kash yeah sandes millay
Kash….
neelay Akash Pe nikla hai abhi Eid ka chand
Dil ke Akash Pe dobay ga abhi eid ka chand
dil ke akash se totay ga abhi Eid ka chand
Kash….
neelay Akash Pe nikla hai abhi Eid ka chand
Dil ke Akash Pe dobay ga abhi eid ka chand
dil ke akash se totay ga abhi Eid ka chand
"2 Ajnabi dost"
03132174713
Labels:
Eid
Rishta Torde Ke Janne Walay
Rishta Torde Ke Janne Walay
Mujh Ko chorde Ke Janne Walay
Ab ki Eid per
mujhko jitnay card millay
un cardoon main
sab se pyara
sab se accha
pehla Card Tumhara hai
mujhko chorde ker janne walay
Zara Kaho To
yeah kis taraf ishara hai…..????
Mujh Ko chorde Ke Janne Walay
Ab ki Eid per
mujhko jitnay card millay
un cardoon main
sab se pyara
sab se accha
pehla Card Tumhara hai
mujhko chorde ker janne walay
Zara Kaho To
yeah kis taraf ishara hai…..????
"2 Ajnabi dost"
LOvE's PaiN
Labels:
Eid
Nov 27, 2009
^^ Khamosh Dua ^^
^^ Khamosh Dua ^^
KhamoshDua
Bohat
Jald
Pahunchati hai
Khuda tak.....
Lafzon ke
Bojh se
Azad jo Hoti hai..........
"2 Ajnabi dost"
No OnE Is My LifE
^^ Eid Ka Din ^^
^^ Eid Ka Din ^^
Aaj Ke Din,
Meri Bhi
Ik Kuhwahish Thi K,
Main Bhi Sab Ki Tarah,
Khushioon Main
Ghira Rahoon Per,
Tum Ko apnay
Pass Na Pa Ker,
Meri Ik Aur Khuwahish Ne,
Dam Torr Diya,
Yoon… Aaj Ka din bhi
Yaadgar Raha,
Khushioon Ka din Bhi
Sogwar Raha..
"2 Ajnabi dost"
No One Is My Life
~*Aankh Ka Kajal*~
~*Aankh Ka Kajal*~
Koi Chupke Chupke kehta hai...
Koi geet likho meri ankhon per...
Koi sher kaho meri baton per...
In khushbo jese lafzon per...
Chup Chap mein sunta rehta hoo...
Phir us ki jheel si ankhon per..
Eik taza ghazal kehdeta hoo,,,
Or us k phool si baton per,,
Eik geet naya likh deta hoo
Yeh geet ghazal yeh sher mery,,
Sub uske husun k sur to hain,,
Sub uske roop ka darshan hain
Sub uski ankh ka kajal hain...
"2 Ajnabi dost"
No One Is mY Life
~* Bheegi Palkein*~
~* Bheegi Palkein*~
Bheegy Moti..!!
Tumhari Yad K Aansu!
Meri Palkon pe Tiky They...
Phir Maine Unhein
Apnay Hathon Ki
Lakeeron mein...!!
Jazb Kr Liya,,
K Shayad...
Tumhari Yaad K
Bheegay Moti..!!
Mery Muqadar Ki
Lakeron ko..!!!
Chamka dein..!!
Aur Main..!!
Tumhein Paa Loon..!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is My LifE
~* Aadha *~
~* Aadha *~
Abhi Aadhay Hn
Ham dono.!
To phir..
Aadhy Ka Hisa bhi...
Huwa Aadha.!!
Abhi Aadha..!
Abhi Kaisy ??
Main Likh Bhejon,,...
Meray Chehry ka wo Hisaa
Tumhein Bakhsha Jo Maalik ne
Mujhy De do...!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is My LifE
^^ Aik Phool ^^
^^ Aik Phool ^^
Kitni Umrein
Kaaton Ga....
Aik Khwab Bun'nay Ko??
Kitnay Sehra...
Paalon Ga..
Aik Phool Chun'nay Ko??
Kitni Sadiyaan...
Dekhoon Ga....
Aik Lafz Sun'nay Ko??
Jaan Tum Bhi
Kuch Socho.....
Dair Kitni Lagti Hay
Aik Khwab Bonay mein...
Aik Phool Denay mein...
Aik Lafz Kehnay mein..!!!
"2 Ajnabi dost"
No One Is My Life
Subscribe to:
Posts (Atom)