Sep 14, 2011

Dekh December !

Dekh December !
Ab mat ana 
Dekh December !
Mere andar kitnay sehra phail chukay hain 
Tanhai ki rait ne mere 
Saaray dariya paat diye hain 
Ab main hoon
Aur mere banjhar pan ki bojhal ta hai 
Dekh December !
Teri baraf shabo'n main 
Teri bekhuwab shabo'n main 
Khuwab sweater kon bunay ga 
Rooh k andar girti barfain kon chunay ga 
Dekh december !
Apnay dukh ki baraf pehen kar 
Dhoop Diyaro'n tak mat jana 
Mere piyaro'n tak mat jana 
Dekh december 
Ab mat ana 
Ab mat ana ...!











"2 Ajnabi dost"

December aa gia hi







Osey kehna December aa gia hi.. 
December ke guzarty hee.. 
Bars aik aur mazi ki chaao'n me doob jaye ga.. 
Osey kehna December Laot aye ga.. 
mgr jo khoon so jaye ga jismo'n me.. 
Na jagey ga..! 
Osey kehna Hawaie'n sard hen, aur zindagi ke Kuhrey.. 
Dewaro'n me Larzaa'n hen.. 
Osey kehna shagofey Tehnio'n me so rahy hen.. 
Aur un pe barrf ki chaadr bichi hi.. 
Osey kehna agr suraj na nikley ga... 
to kaisy barrf piglay ge.. 
Osey kehna Laot aye.. 
Osey kehna Laot aye.. 
Osey kehna December aa gia hi....!






"2 Ajnabi dost"
 wAntEd LArkA

Sep 11, 2011

Ya Subha Ka Manzer







Ya Subha Ka Manzer Bhi Qayamat Ka Haseen Hai,

Takiya Hai Kaheen, Zulf Kaheen, Or Khud Wo Kaheen.








•°``°•¸ BroKen HeaRt ¸•°``°•¸




"2 Ajnabi dost"

dediC8 For Me





kya hua jo usne mujhe chhor diya dosto…..

maine bhi to chhoda tha sara jahan us ke liye……











"2 AJnabi dost"
 ALone bUt hApPy

BhuLAnA Bhi ChahO









"MuJhE BhuLAnA Bhi ChahO gEy


 tO BhulA na sKO GeY......



maiN PLkOn PE ThahAR jauNGi anSUO KI traH"










"2 Ajnabi dost"
  bRokEn HeArt