Kal humesha ki tarhaan os ne kaha yeh phone per Main buhat masroof hoon mujh ko buhat se kaam hein Is Liey tum aao miLney' Main tao aasakti nahi hur riwaayut toor ker is baar main ne keh diya tum ju ho masroof tao main bhi buhat masroof hoon Tum ju ho mush'hoor tao main bhi buhat maarof hoon Tum thukun se choor tao main bhi thukun se choor hoon Jaan-e-mun hai waqt mera bhi buhat hi qeemti kuch puraney doston ne milney aana hai abhi main bhi ub farigh nahi mujh ko laakhoon kaam hien wurna kehne ko tao sub Lumhey tumahre naam hien meri ankhien bhi buhat bhojuL hien soona hai mujeh rutjaghaoon k baad ub neendon mein khoona hai mujeh Main Laho0o apni anaao0on ka baha sakta nahi Tum na Aaein tao miLney main bhi aasakta nahi os ko yeh keh ker Wasi' Main ne rasivur rukh diya aur phir apni Anna k paoon pe sir rukh diya .
mUjhe aAj bHi yAad hEi vO Din jAb tUm Class mEin bEnch pr zArd Lal sUit pEhne bEthi tHi... Or mEin sIrf tUmhe dEkh rHa tHa ChUpke ChuPke Se bAar BaAr... mUjhe yE bHi mAlloom Nhi rHa kI Apna Hindi ka tEacher mUjhe hI dekh rHa hEi Achanak Se mUjhe kUchh lAfz sUnai dIye
"Rkr Kya Dekh Rahe Ho"
Or mEin
tUmse nAzrein hAtaye bAger sIrf ITNA hI kEh Paya
"Apni JANNAT dEkh Rha hOon Ush JANNAT kA nOor dEkh rHa hOOn"
yE sUn kR Class mEin kHamoshi Chha gAyi... Or tUmne Nazrein jHuka kE sImat kR Chehre pR halki sE mUskaan lIye Apna kHoobsurat CHEHRA DUppte mEin Chhipa Liya...
Suno meri kitaab-e-dil ko tum tartiib dete' waqt bas ye kaam kar lena ke is'ki har ibaarat maiN jahaaN aansuu nazar aa'eiN wahaaN Ik laf'z "jugnuu" ko saliiqe' se sajaa dena aor "aansuu" ko hataa dena agar hoN tazkare' is maiN wafaa ya be'wafaaii ke inheiN tum mitaa dena ke in be'kaar qissoN ko paziiraaii nahiiN milti magar jab marhala aaye isse' mansoob karne' ka to phir zeh'n maiN rakhna mere' jazboN ki suurat ka hawaala teri suurat hai meri tariik raahoN ka ujaala teri suurat hai mujhe' mayuus mat karna mere' she'roN ki ye dunya kisi bhi aor se mansoob mat karna