FRODi LARkA
when 'I' is replaced by 'We'.. even 'Illness" becomes "wellness"!!! :))
Mar 29, 2011
Log Ruth Jate Hain Mujhse
Log Ruth Jate Hain Mujhse
OR
Mujhe Manana Nahi aata,
Me Chahta Hun Kya Mujhe Jatana Nahi Aata?
Ansuon Ko Peena Purani Aadat Hai,
Mujhe Bewajah Aansu Bahana Nahi Aata!
Log Kehte Hai DIL Patthar Hai Mera,
Isliye Isko Pighalna Nahi Aata!
Ab Kya Kahun Kya Aata Hai, Kya Nahi Aata;
Bas Mujhe Mausam Ki Tarah Badalna Nahi Aata.....!!
"2 Ajnabi dost"
BrOkEn HeArT
OR
Mujhe Manana Nahi aata,
Me Chahta Hun Kya Mujhe Jatana Nahi Aata?
Ansuon Ko Peena Purani Aadat Hai,
Mujhe Bewajah Aansu Bahana Nahi Aata!
Log Kehte Hai DIL Patthar Hai Mera,
Isliye Isko Pighalna Nahi Aata!
Ab Kya Kahun Kya Aata Hai, Kya Nahi Aata;
Bas Mujhe Mausam Ki Tarah Badalna Nahi Aata.....!!
"2 Ajnabi dost"
BrOkEn HeArT
Mar 27, 2011
kisi ko yaad karty ho. . .?
Mujh se ye
log kehtay hain
Kahan DiL chhor aaye ho?
Bohat
chup chaap
rehtay ho
Na bantay
na sanwartay ho
Na koi baat
kartay ho
Bhari Mehfil mein bhi aksar
Hamesha khoye
rehtay ho
Uddasi
aankhon mein
le kar har ik
chehray ko
tuktay ho
koi jab yaad
aata hai
Tu Thandi aah
bhartay ho
Tu khul kar
Q nahi kehtay
kisi ko yad
kartay ho….? :'((
"2 Ajnabi dost"
[ dEfAuLtEr ]
log kehtay hain
Kahan DiL chhor aaye ho?
Bohat
chup chaap
rehtay ho
Na bantay
na sanwartay ho
Na koi baat
kartay ho
Bhari Mehfil mein bhi aksar
Hamesha khoye
rehtay ho
Uddasi
aankhon mein
le kar har ik
chehray ko
tuktay ho
koi jab yaad
aata hai
Tu Thandi aah
bhartay ho
Tu khul kar
Q nahi kehtay
kisi ko yad
kartay ho….? :'((
"2 Ajnabi dost"
[ dEfAuLtEr ]
Mar 25, 2011
Chal Chltay Hain
Chal Chltay Hain Us Paar Sanam
Jahan Lehron ki Khmoshi Ho
Jahan Sanson Ki Madhoshi Ho
Jahan Jzbon Ki Behoshi Ho
Jahan Ankhon Say Srgoshi Ho
Chal Chltay Hain Us Paar Sanam
Ik Nai Aas Lganay Ko
Ik Dil Ki Aag Bujhanay Ko
Ik Dojay May Kho Janay Ko
Ik Pal K Naam Ho janay ko
Chal Chltay Hain Us Paar SaNam
Jahan Aasan Sari Rahain Hon
Jahan Ik Dojay ki Bahain Hon
Jahan Lab Pe Sard Si Aahain Hon
Jahan Piyar Ki kuch Pnahain Hon
Chal Chltay Hain Us paar Sanam ..!!
"2 Ajnabi dost"
ME & YOU
Jahan Lehron ki Khmoshi Ho
Jahan Sanson Ki Madhoshi Ho
Jahan Jzbon Ki Behoshi Ho
Jahan Ankhon Say Srgoshi Ho
Chal Chltay Hain Us Paar Sanam
Ik Nai Aas Lganay Ko
Ik Dil Ki Aag Bujhanay Ko
Ik Dojay May Kho Janay Ko
Ik Pal K Naam Ho janay ko
Chal Chltay Hain Us Paar SaNam
Jahan Aasan Sari Rahain Hon
Jahan Ik Dojay ki Bahain Hon
Jahan Lab Pe Sard Si Aahain Hon
Jahan Piyar Ki kuch Pnahain Hon
Chal Chltay Hain Us paar Sanam ..!!
"2 Ajnabi dost"
ME & YOU
Subscribe to:
Posts (Atom)




