Jan 31, 2011

Zindagi ke iss safar mai

Post By : AansSoo


Zindagi ke iss safar mai,
 bitaye kitne haseen pal...


 yaad rahenge kuch hamesha
 jaise hai ye sunehre pal...




"2 Ajnabi dost"
bLaCk LiStEd 

Jan 30, 2011

zindagi hai kahan

Qafas-e-hijr mein
sanson ka amal
jari to hai magar
zindagi hai kahan
dhoond raha hon....!!!





"2 Ajnabi dost"
 bLaCk LiStEd

B0hat Taiz Barish hey

B0hat Taiz Barish hey



khirrki keY shesh0o'N seY Bochaar takra Rahi heY



Agar Maiz(table) seY Sub kitabain hata don to chaaYe keY Bartan Rakhey Ja Sakain geY



Yeh baarish bhi kesi ajab cheez heY



Youn beyak waqt dil main


khushi aur udasi kisi aur shay se kahan .!!



tum jo aao



to khirrki seY baarish ko ik saath dekhein




abi tum jo aao to main tum se po0cho'n keh



dil main khushi aur udasi ....................magr janti hon k tum kya kaho geY




Meri jaan .!!!


ik cheez hey taiz barish sey b tund

jis se beyak waqt milti hey dil ko


khushi aur udasi 'Mohabbat'




MAgar tum kahan ho???



Yahan seY waha rabteY ka koi bhi waseela nahi heY



bohat taiz barish hay aur shaaM gehri howi ja rahi heY



na janay tum aao na aao


main ab shamma danon main shamein jala don



k aankhain bujha don ???
Reply With Quote









"2 Ajnabi doSt"
 bLaCk LiStEd

Jan 27, 2011

dedic8 for JiyyA

Mujhe bIkhar Jane do MEre Muqqar Ki tArha. . . . . . . . .




Jiyaaaaaaaaa. . . . ./




Ye Koi Teri Zulf Nahi Jo Pal Bhar mAy Sanwar JAyegi. . . . !!!!








"2 Ajnabi dost"
 ALone bUt HApPy

Kyun Sharminda Karte Ho

Kyun Sharminda Karte Ho
 HAal Hamara Poch kAr,,,


HaAL Hamara Wohi He 
Jo TUmne bAnA rAkhA HAi. . ./






[ Ready 2 diE]
 tEst My dRive