Jan 11, 2011

dEdic8 To JiyA

Mujhe Raat Din BAs Mujhe ChahtI Ho
 Mujhe Raat Din BAs Mujhe ChahtI Ho

KAho na kaho Mujh ko sab kuch pata hai 
Karon Kiyan MUjhe Tum btati nahi ho


Chupati Ho mujh say Ya tumhari Khata HAi
Mujhe Raat Din BAs Mujhe Chahti Ho




Meri BEqari ko Had say barhana 
Tumhe khwb ata hai batay banana 


Neghay Mila K Mera Chain Lena 
SSata k Muhbt MAy Youn Dard Dena


Mujhe Dekh KAr Esay PalKein Jukhana
SArarat NAhi HAi Tu phir Or kiya hai,

Mujhe Raat Din BAs Mujhe ChahtI Ho


LAAAAAAAAlala      laaaaaala


Tumhe Neend Aiiegi Ab na MEre Bin 
Mujhe HAi yaQeen esa Ayega AIk din




Khuli Teri Zulfon may SOya Rahonga 
Tere hi khayalon may khoya rahonga


KAbhi Ghoor Say Meri Ankhon MAy dekho
MEEri JAan Tumhara Hi Chera Chupa HAi.. . . ./


Mujhe Raat Din BAs Mujhe ChahtI Ho
KAho na kaho Mujhe SAb kuch pata hai 




Karon Kiyan MUjhe Tum btati nahi ho


Chupati Ho mujh say Ya tumhari Khata HAi
Mujhe Raat Din BAs Mujhe Chahti Ho


Huuuuuuuummmmmmmmm




"2 Ajnabi dost"
  AftEr DEAth








dEdic8 To JiyA

miSs U yaaaaaaaaaaaar

          J.K.J

dEdic8 To JiyA

Kitna saroor raat ki
tanhaiyoun may tha ,
Chup tha chand
jaise ruswaiyoun may tha,
l...oug jaag rahe thy ibadat k liye,
......Aur koi teri yaad ki Gehraiyon may tha. .!!!



"2 Ajnabi dost"
  tHeif Of HEart

Jan 10, 2011

dEdic8 To JiyA

Tanha rehna seekh raha hoon
Mar kay jeena seekh raha hoon

Mang kay pana seekh liya... hai
Pa kay khona seekh raha hoon

Sabar ko zad-e-rah bana kar
Kanch pay chalna seekh raha hoon

Phirtay, phirtay sehra, sehra
Pyaas ko peena seekh raha hoon

Marham to rakhna na aaya
Zakhm khoorachna seekh raha hoon

Jeenay kay hain ajab taqazay
Zinda rehna seekh raha hoon

Madhooshee nay bohat sataaya
Hosh main rehna seekh raha hoon

Barson guzray phir bhi ab tak
Maan say bichcharna seekh raha hoon

Dar kar zehar kay pyaalay say
Such ko chupaana seekh raha hoon

Rotay rotay auron par
Khud pay hasna seekh raha hoon

Ghum nay mujh ko bohat hai khaya
Ab gham khana seekh raha hoon

Is pay hairan hotee hoon
Kartab, kya kya seekh raha hoon

Mang kay pana seekh liya hai
Pa kay khona seekh raha hoon

Sabar ko zad-e-rah bana kar
Kanch pay chalna seekh raha hoon



"2 Ajnabi dost"
   Imegine Boy

dEdic8 To JiyA

Tumharay raah badalney ki baat kis se karon
mein apnay khawb bikharnay ki baat ki...s se karon

abhi wo jaan-e-ghazal duur hai nighahon se
abhi mein jaan se guzernay ki baat kis se karon

abhi to hijer ki taarikiyaan hain chaaron taraf
abhi mein chand nikalnay ki baat kis se karon

abhi to apnay ghamo se nidhaal hain sabhi
abhi mein teray bicharney ki baat kis se karon



"2 Ajnabi dost'"
 bRoken hEArt