May 23, 2010

Naye Kapray Badal K

Naye Kapray Badal K Jaon Kahan Aur Baal Banaon Kis K Liye,
Woh Shakhs Toh Shehr Hi Chor Gaya Main Bahir Jaon Kis K Liye,
Jis Dhoop Ki Dil Mein THandak Thi, Woh Dhoop Issi K Saath Gayi,
In Jalti Bulti Gaali Mein Ab Khaak Urhaon Kiss K Liye,
Woh Shahr Mein Tha Toh Is K Liye Auron S hi Milta Pata Tha,
Ab Aise Waise Logon K Main Naaz Uthaon Kis Liye,
Ab Shahr Mein Iska Badal Hi Nahi Koi Waisa Jaan Ghazal Hi Nahi,
Ewaan Ghazal Mein Lafzon K Guldaan Sajaon Kis K Liye,
Muddat Se Koi Aya Na Gaya Sunsaan Pari Hai Ghar Ki Fiza,
Un Khali Kamron Mein "GurIyA" Ab Shama Jalaon Kis K Liye.....!!!

[2 Ajnabi dost]
BlaCk LiStEd 

May 19, 2010

In Dino Dil Mera

In Dino Dil Mera Mujh Se hai Keh raha
Tuoooooooo Khwb Saja Tu Jeelay ZarA. . . ./

Berang Si Hay Bari Zindagi Kuch Rang Tu Bahron
Main Apni Tanhai K Waste Ab Kuch To KArOn

hayyyyyyyyyyyyyyyyyyaaaaaaayyyyyyyy


Berang Si Hay Bari Zindagi Kuch Rang Tu Bahron
Main Apni Tanhai K Waste Ab Kuch To KArOn

Jab Milay Thori Fursat Khud Se kArle Muhbbat
Hay Tujhe Bhi Ijazat KArle To Bhi MHubbat . . . . . /



os Ko Chupa KAr MAin SAb se Kahin LachaLon Doour
Ankhon K Piyalo Se pita rahon Os k Cheray Ka Noor


Is ZAmanay Se Chup Kr Pori KArlon Main HAsraat
Hay Tujhe bhi Ijazat KArle Tu Bhi Muhbbat





In Dino Dil Mera Mujh Se hai Keh raha
Tuoooooooo Khwb Saja Tu Jeelay ZarA. . . ./

Hay tujhe Bhi Ijazat KArle To BHi mUhBbat 



[2 Ajnabi dots]
03132174713 

Bholee Larkee

JiNNU RidEr

Sirf Itna Hi

Sirf Itna Hi

Sirf Itna Hi Kaha Hai, Pyaar Hai Tum se
Jazbaton Ki Koi Numayish Nahin Ki
Pyaar Ke Badle Sirf Pyaar Manga Hai
Rishte Ki To Koi Guzarish Nahin Ki
Chaho To Bhula Dena Humein Dil Se
Sada Yaad RakhneyKi Sifarish Nahin Ki
Khamoshi Se Toofan Seh Letey Hai Jo
Un Baadlon Ne Izhar Ki Baarish Nahin Ki
Tumein Hi Mana Hai Rehnuma Apna
Aur to kisi Cheez Ki Khwahish Nahin ki

Mukhalif Ka Udas Chehra

Kesay Dekhonga  Mukhalif Ka Udas Chehra

GurIyA

Yahi Soch MuJhe Har Khel Hara Deti HAy.. . . . . /


[2 Ajnabi dost]
bLaCk LiStEd