Dec 12, 2009

~* MUJHE ILZAAM MAT DENA *~

~* MUJHE ILZAAM MAT DENA *~













Aakhri baar usne Mujhe Likha...

Suno Mujhe Ilzaam Mat Dena....

Ab Koi Paigham Mat Dena,,,,

Dard K Iss Zaalim Sansaar mein,,,

Jis mein Ham Dono BastY Hain....

Jee Lenay Ko So Rasty Hain...

Janam Janam Ki Chahat Kho Kr,,,

Sab Ki Raza pe Raazi Ho Kr,,

Kisi Ko Khona hi Parta Hay....

Kisi Aur Ka Hona Hi Parta hay...

Meri Iss Majbori ko Tum,,

Bewafaii Ka Naam mat Dena....

Suno Mujhe Ilzaam Mat Dena....
 
 
"2 Ajnabi dost"
    LovE's PAin

~* MUJHE ILZAAM MAT DENA *~

~* MUJHE ILZAAM MAT DENA *~













Aakhri baar usne Mujhe Likha...

Suno Mujhe Ilzaam Mat Dena....

Ab Koi Paigham Mat Dena,,,,

Dard K Iss Zaalim Sansaar mein,,,

Jis mein Ham Dono BastY Hain....

Jee Lenay Ko So Rasty Hain...

Janam Janam Ki Chahat Kho Kr,,,

Sab Ki Raza pe Raazi Ho Kr,,

Kisi Ko Khona hi Parta Hay....

Kisi Aur Ka Hona Hi Parta hay...

Meri Iss Majbori ko Tum,,

Bewafaii Ka Naam mat Dena....

Suno Mujhe Ilzaam Mat Dena....
 
 
"2 Ajnabi dost"
    LovE's PAin

~* Aik SMS *~

~* Aik SMS *~











Jis din tum Ko shaam sataYe

sard haWa dil na behlaYe

jis shab Jana'n..!

So na SaKo tum,,,

tanhaYi mein bhi tanha..

ho na SaKo tum

baY'chaini Kuch barh si JaYe

aanKh baY'Waja num ho JaYe

samjhO mein nY Yaad KiYa hY....!!

"2 Ajnabi dost"
   LovE's PAin

~!! Zard rang !!~

~!! Zard rang !!~
















Zard rang
dukh denay wala hota hay
jesay dubta suraj!
jesay pat jharh ki rut!
jesay khizan raseeda burg!
jesay pyasi rait!
jesay taiz dhoop!
jesay bohat purana kaghaz!
tujh sey chin janey wali!!!!
tumhari "mohabbat" bhi
zard rang ki ho gayi hey! 

"2 Ajnabi Dost"
    LovE's PAin

Dec 11, 2009

SUNO JANAA


SUNO JANAA
MUJHAY TANHAAIYON SE KHAUF AATA HAI….

SUNO JANAA
ZINDAGI K BEECH RASTAY MEIN,
MUJHKO CHORR NA JANA,
BUHAT GEHRA ANDHERA HAI,
KAHIN BHATAK JAAON GI MAIN…

SUNO JANAA
KISI HEERAY KI CHAHAT MEIN,
KAHIN SHEESHAY KA DIL MERA,
TORR NA JANA TUM,
BIKHAR JAAON GI MAIN…

SUNO JANAA
KABHI MAJBOOR HO K BHI,
MUJHAY THUKRA NA JANA TUM,
MAIN TANHA REH NA PAAON GI,
MERI SHIKASTA ZAAT K PHIR BE-DHARAK SAAEY,
MERI CHOKHAT PE KHAILAIN GAY,
MUJHAY AA K DARAIN GAY,
MUJHAY JEENAY NA DAIN GAY NA MUJHAY VO MAR DALAIN GAY,
MERI VEHSHAT PE HANSAIN GAY MUJHAY HAR PAL RULAINGAY,
SUNO JANAA
MUJHAY TANHAAIYON SE KHAUF AATA HAI…

SUNO JANAA
HAMAISHA MERAY REHNA TUM
MUJHAY TUM CHORR NA JANA
SUNO JANAA……

"2 Ajnabi Dost"
03132174713